Sidor som bilder
PDF
ePub
[blocks in formation]

kahegá, ki Ai mere Bap ke sadatmand logo, áo, aur wuh mamlukat, jo bináe álam se tumháre liye taiyár kí gaí hai, mírás men lo:

35 Is liye ki main bhúkhá thá, aur tum ne mujhe kháná diyá; main piyásá thá, aur tum ne mujhe pání diyá: main pardesí thá, aur tum ne mujhe panáh dí: 36 Nangá thá, tum ne mujhe pahinaya: bímár thá, tum ne merí iyádat kí: main qaid men thá, tum mujh pás áye.

37 Us waqt rástbáz use jawáb denge aur kahenge, Ai Khudáwand, kab ham ne tujhe bhúkhá dekhá, aur khiláyá? yá pyásá, aur piláyá?

38 Kab ham ne tujhe pardesí dekhá, aur panáh dí? yá nangá, aur pahinaya?

39 Aur ham ne kab tujhe bimár, yá qaid men dekhke tujh pás áye?

40 Tab Badshah jawáb degá, aur un se kahegá, Main tum se sach kahtá hún, Jitná kuchh tum ne mere haqir bháíon men se ek ke sath kiyá, wuh tum ne mere sáth kiya.

41 Tab wuh unhen, jo báen taraf hain, kahegá, ki Ai malúno, mere sámhne se átash i abadí meu, jo iblis aur us ke lashkar ke liye taiyár kí gai hai, jáo:

42 Kyunki main bhúkhá thá, tum ne mujhe kháná na diyá: main pyásá thá, tum ne mujhe na piláyá:

43 Pardesí thá, tum ne mujhe

took me not in: naked, and ye clothed me not: sick, and in prison, and ye visited me not.

44 Then shall they also answer him, saying, Lord, when saw we thee an hungred, or athirst, or a stranger, or naked, or sick, or in prison, and did not minister unto thee.

45 Then shall he answer them, saying, Verily I say unto you, Inasmuch as ye did it not to one of the least of these, ye did it not

to me.

46 And these shall go away into everlasting punishment: but the righteous into life eternal.

CHAPTER XXVI.

1 And it came to pass, when Jesus had finished all these sayings, he said unto his disciples,

2 Ye know that after two days is the feast of the Passover, and the Son of man is betrayed to be crucified.

3 Then assembled together the chief priests, and the scribes, and the elders of the people, unto the palace of the high priest, who was called Caiaphas,

4 And consulted that they might take Jesus by subtility and kill him.

5 But they said, Not on the feast day, lest there be an uproar among the people.

6 Now when Jesus was in Bethany, in the house of Simon the leper,

panáh na dí: nangá thá, tum ne mujhe poshák na dí: bímár thá, aur qaid men, tum mujh pás na áye.

44 Tab we bhí use jawáb denge, aur kahenge, Ai Khudáwand, kab ham ne tujhe bhúkhá dekhá, yá pyásá, yá pardesí, yá nangá, yá bímár, yá qaidí, aur terí khidmat na ki?

45 Tab wuh unhen jawab degá, aur kahega, ki Main tum se sach kahtá hún, Jitná kuchh tum ne in haqíron men se, ek ke sath na kiyá, tum ne mere sáth na kiyá.

46 Aur ye azáb i abadí men jáenge: aur rástbáz hayát i abadí

men.

CHHABISWAN BAB. 1 Aur yún húá, ki Ịsá ne ye sab báten tamám karke apne shágirdon se kahá,

2 Tum jánte ho, ki do roz ke bad id i fisah hogi, aur Ibn i ádam pakaṛwayá jáegá, táki salíb par khenchá jáe.

3 Tab sardár káhin, aur kátib, aur qaum ke buzurg, Qayáfá nám sardár káhin ke díwánkháne men jamą húe,

4 Aur mashwara kiyá, táki we sá ko fareb se pakaren, aur qatl karen.

5 Tab unhon ne kahá, Ki id ke din nahin, aisá na howe, ki logon men hangáma barpá ho.

6 Ab jis waqt ki sá Baitainá men, korhí Shamun ke ghar men thá,

7 There came unto him a woman having an alabaster box of very precious ointment, and poured it on his head, as he sat at meat. 8 But when his disciples saw it, they had indignation, saying, To what purpose is this waste? 9 For this ointment might have been sold for much, and given to the poor.

10 When Jesus understood it, he said unto them, Why trouble ye the woman? for she hath wrought a good work upon me. 11 For ye have the poor always with you; but me ye have not always.

12 For in that she hath poured this ointment on my body, she did it for my burial.

13 Verily I say unto you, Wheresoever this gospel shall be preached in the whole world, there shall also this, that this woman hath done, be told for a memorial of her.

14 Then one of the twelve, called Judas Iscariot, went unto the chief priests,

15 And said unto them, What will ye give me, and I will deliver him unto you? And they covenanted with him for thirty pieces of silver.

16 And from that time he sought opportunity to betray him.

17¶ Now the first day of the feast of unleavened bread the disciples came to Jesus, saying unto him, Where wilt thou that we prepare for thee to eat the passover?

7 Ek randí marmar ke huqge men qímatí atr us pás láí, aur jis waqt ki wuh baiṭhá thá, us ke sir par dálá.

8 Tab us ke shágird yih dekhkar ázurda húe, aur bole, ki Yih isráf kis liye húá?

9 Mumkin tha ki yih ạtr bahut qímat ko bechá játá, aur us kí qímat muhtájon ko dí játí.

10 sá ne yih jánke unhen kahá, ki Tum is randí ko kyún dukh dete ho? isliye ki us ne mujh se neki kí hai.

11 Kyúnki muhtáj to hamesha tumháre sáth hain; par main hamesha na húngá.

12 Aur jis ne atr mere badan par dálá, us ne mere gáṛne ke liye yih kiya.

13 Main tum se sach kahtá hún, ki Sáre jahán men jis jagah is injíl kí manádí kí jáegí, wahán yih bhí, jo is ranḍí ne kiya hai, us kí yádgárí ke liye kahá jáegá.

14 ¶ Tab un bárah se ek ne, jis ká nám Yihúdáe Iskariyútí thá, sardár káhinon pás jákar,

15 Kahá, Jo main use tumháre hawála karún, tum mujhe kyá doge? Unhon ne us se tís rupai par ahd kiya.

16 Aur us dam se wuh qábú dhúndhtá thá, ki use pakaṛwá de. 17 Aur fatír ke pahle roz, sá ke shágirdon ne ákar us se kahá, Tú kyá cháhtá hai, ki ham fisah ko tere liye kahan taiyár karen, táki tú kháwe?

18 And he said, Go into the city to such a man, and say unto him, The Master saith, My time is at hand; I will keep the Paɛs

18 Us ne kaha, Shahr men fuláne shakhs ke pás jáo, aur use kaho, ki Muallim kahta hai, Merá waqt nazdik hai; main apne shá

over at thy house with my dis-girdon ke sath tere yaháu id i fisah karúngá.

ciples.

19 And the disciples did as Jesus had appointed them; and they made ready the passover.

20 Now when the even was come, he sat down with the twelve.

21 And as they did eat, he said, Verily I say unto you, that one of you shall betray me.

22 And they were exceeding sorrowful, and began every one of them to say unto him. Lord,

Is it I ?

[blocks in formation]

1

19 Aur shágirdon ne jaisá ki Įsá ne unhen farmáy á thá, waisá hí kiya; aur fisah taiyár kiyá. 20 Phir jab shám húí, wuh un bárah ke sath já baitha.

[blocks in formation]

23 Us ne jawab diyá, aur kahá, Jis ne mere sath rikábí meu háth ḍálá, wahí mujhe pakaṛwá degá.

24 Ibn i ádam, jaisá ki us ke haqq men likha hai, ra wána hotá: lekin us shakhs par, jis ke háth se Ibn i ádam pakaṛwáyá jáe, wáwaila hai! us shakhs ke liye yih bihtar tha, ki wuh paidá na hotá.

25 Us waqt Yahúdá, jis ne use pakaṛwayá, us ke jawab men bolá, ki Ai Rabbí, kyá wuh main hún? Us ne use kahá, ki Tú ne áp hí kahá.

26 Aur un ke kháte waqt sá ne roți utháí, aur kalám i mutabarrak kahke toṛí, aur shágirdon ko dí, aur kahá, ki Lo, khảo; vih merá badan hai.

27 And he took the cup, and gave thanks, and gave it to them, saying, Drink ye all of it;

28 For this is my blood of the new testament, which is shed for many for the remission of

sins.

29 But I say unto I will you, not drink henceforth of this fruit of the vine, until that day when I drink it new with you in my Father's kingdom.

30 And when they had sung an hymn, they went out into the mount of Olives.

31 Then said Jesus unto them, All ye shall be offended because of me this night: for it is written, I will smite the shepherd, and the sheep of the flock shall be scattered abroad.

32 But after I am risen again, I will go before you into Galilee. 33 Peter answered and said unto him, Though all men shall be offended because of thee, yet will I never be offended.

[blocks in formation]

27 Phir us ne piyála liyá, aur shukr karke, yih kahte húe, unhen diyá, ki Tum sab ise pío ;

28 Kyunki yih merá lahú, yane naye wasíqe ka lahú hai, jo bahuton ke gunáhon kí bakhshish ke liye bahayá játá hai.

29 Par main tum se kahtá hún, ki Main shíra i angúr is waqt se, us roz tak, ki main tumháre sáth apne Báp ki mamlukat men na píúu, na píúngá.

30 ¶ Aur we mazmúr ko ghaná se parhke Zaitún ke pahár ko gaye.

31 Us waqt sá ne unheu kahá, Tum sab merí bábat, áj kí rát, thokar khaoge: kyúnki yih likhá hai, ki Main garariye ko márángá, aur galle kí bheren paraganda hongín.

32 Par main uthne ke bad tum se áge Jalil ko jáúngá.

33 Pitras ne jawáb diyá, aur use kahá, ki Agar terí bábat sab thokar kháwen, main kabhí thokar na kháúngá.

34 sá ne use kahá, ki Main tum se sach kahtá hún, ki Tá áj kí rát murgh kí báng dene se pahle, tín bár merá inkár karegá. 35 Pitras ne use kahá, ki Agar merá marná tere sáth zarúr bo, tau bhí terá inkár na karún. Aur sab shágirdon ne bhí yihí kahá. 36 Phir Çsá ne un ke sáth ek maqam men, jo Jetsamaní kahlátá thá, áyá, aur shágirdon ko kahá, Tum yahan baiṭho, táki main wahan jákar duá karún. 37 Aur us ne Pitras aur Zibidí

« FöregåendeFortsätt »