Sidor som bilder
PDF
ePub

27 No man can enter into a strong man's house, and spoil his goods, except he will first bind the strong man; and then he will spoil his house.

28 Verily I say unto you, All sins shall be forgiven unto the sons of men, and blasphemies wherewithsoever they shall blaspheme:

29 But he that shall blaspheme against the Holy Ghost hath never forgiveness, but is in danger of eternal damnation:

30 Because they said, He hath an unclean spirit.

31 There came then his brethren and his mother, and, standing without, sent unto him, call ing him.

32 And the multitude sat about him; and they said unto him, Behold, thy mother and thy brethren without seek for thee.

33 And he answered them, saying, Who is my mother, or my brethren?

34 And he looked round about on them which sat about him, and said, Behold my mother and my brethren!

35 For whosoever shall do the will of God, the same is my brother, and my sister, and mother.

CHAPTER IV.

1 And he began again to teach by the sea side: and there was gathered unto him a great multitude, so that he entered into a

[blocks in formation]

ship, and sat in the sea; and the whole multitude was by the sea on the land.

2 And he taught them many things by parables, and said unto them in his doctrine,

3 Hearken; Behold, there went out a sower to sow:

4 And it came to pass, as he sowed, some fell by the way side, and the fowls of the air came and devoured it up.

5 And some fell on stony ground, where it had not much earth; and immediately it sprang up, because it had no depth of earth:

6 But when the sun was up, it was scorched; and because it had no root, it withered away.

7 And some fell among thorns; and the thorns grew up, and choked it, and it yielded no fruit.

8 And other fell on good ground, and did yield fruit that sprang up and increased; and brought forth, some thirty, and some sixty, and some an hundred.

9 And he said unto them, He that hath ears to hear, let him hear.

10 And when he was alone, they that were about him with the twelve asked of him the parable.

par charh bait há; aur sárí jamáąt samundar ke kináre zamín par rahí.

2 Tab us ne unhen kaháwaton men bahutsi báten sikháin.

3 Aur apní nasihat men un se kahá, ki Ab suno; ki ek kisán bone niklá :

4 Aur us ke bote waqt baze bij ráh ke kináre par gire, aur chiriyán áke, use chug gaín.

5 Aur báze pathraili zamín par gire, jahán unhen gahṛí mittí na mili; aur we jald ug áe, kyúnki unhen gahri mittí na milí.

6 Par jab súraj niklá, we jal gae; aur jar na rakhne ke sabab se murjhá gae.

7 Aur báze kanton men gire, aur kanton ne barhke unhen dabá ḍálá, aur us men dáne na lage.

8 Aur báze achchhí zamín men gire, aur uge, aur un men bálen lagín; bázon men tís gune, bazon men sáth, aur bazon men sau gune.

9 Phir us ne unhen kahá, ki Jo sunne ke kán rakhtá ho, so

sune.

10 Aur jab wuh akelá thá, to jo us ke ás pás the, unhon ne un bárah ke sath hoke, us se us bát ká bhed píchhá.

11 Us ne unben kahá, ki Ķhu

11 And he said unto them, Unto you it is given to know❘ dá kí bádsháhat ká bhed jánne the mystery of the kingdom of ko tumhen diyá gayá hai: par

God: but unto them that are without, all these things are done in parables:

12 That seeing they may see, and not perceive; and hearing they may hear, and not understand; lest at any time they should be converted, and their sins should be forgiven them.

13 And he said unto them, Know ye not this parable? and how then will ye know all parables?

14 The sower soweth the word.

15 And these are they by the way side, where the word is sown; but when they have heard, Satan cometh immediately, and taketh away the word that was sown in their hearts.

16 And these are they likewise which are sown on stony ground; who, when they have heard the word, immediately receive it with gladness;

17 And have no root in themselves, and so endure but for a time: afterward, when affliction or persecution ariseth for the word's sake, immediatly they are offened.

18 And these are they which are sown among thorns; such as hear the word,

19 And the cares of this world, and the deceitfulness of riches, and the lusts of other things entering in, choke the word, and it becometh unfruitful.

20 And these are they which

baharwalon ke liye sab báten kaháwaton men hotí hain:

12 Táki dekhte húe unben sújh na pare; aur sunte húe we na samjhen; na howe ki we phir jáen aur apne gunáhon kí mụáfi páwen.

13 Phir us ne unhen kabá, ki Tum yih kaháwat nahin samjhe? to aur kaháwaton ko kyúnkar samjhoge?

14 7 Kisán wuh hai, jo bát botá hai.

15 Ráh ke kináre par, jo dáne pare, so un se murád hai, jo bát ko sunte hain; aur Shaitán á játá hai, aur us bát ko, jo unke dilon men boi gaí thí, lejátá hai.

16 Pathrailí zamín un se murád hai, jo bát ko sunke, pahle khushí se usko qabul kar lete hain;

17 Tadbhí apne dil men jaṛ na rakhke, thore roz tak ke hain; kyúnki jab us bát ke wáste dukh páte hain, yá satáe játe hain, to jald phir játe hain.

18 Aur jo kánṭon men gire, un sunnewálon se murád hai,

19 Jo is jahán kí fikren, aur daulat kí daghá, aur aur chízon kí lálach bát ko ghúnt dáltí hain, aur unhen befáida kartí hain.

20 Aur jo achchhi zamín men

are sown on good ground; such as hear the word, and receive it, and bring forth fruit, some thirtyfold, some sixty, and some an hundred.

21 ¶ And he said unto them, Is a candle brought to be put under a bushel, or under a bed? and not to be set on a candlestick?

22 For there is nothing hid, which shall not be manifested; neither was any thing kept secret, but that it should come abroad. 23 If any man have ears to hear, let him hear.

24 And he saith unto them, Take heed what you hear: with what measure ye mete, it shall be measured to you; and unto you that hear shall more be given. 25 For he that hath, to him shall be given: and he that hath not, from him shall be taken even that which he hath.

26 ¶ And he said, So is the kingdom of God, as if a man should cast seed into the ground;

27 And should sleep, and rise night and day, and the seed should spring and grow up, he knoweth not how.

28 For the earth bringeth forth fruit of herself; first the blade, then the ear, after that the full corn in the ear.

29 But when the fruit is brought forth, immediately he putteth in the sickle, because the harvest is come.

[ocr errors]

boe gae, jis men tís gune, aur sáth gune, aur sau gune dáne paidá húe, so un se murád hai, jo bát ko sunke yád karte hain, aur us ke phal láte hain.

21 ¶ Us ne aur siwá kahá, Kyá chirágh nápne ke bartan yá palang ke tale, rakhne ko láte hain? aur chirághdán par rakhne ko nahin?

22 Kyánki koí bát chhipí nahín jo khul na jáegí; aur kof bát chhipáí na gaí, jo záhir honí na thí.

23 Agar kisí ke kán sunne ke liye howen, to sune.

24 Phir us ne unhen kahá, ki Socho, ki kyá sunte ho: jis náp se tum dete ho, usí se tum páoge: aur tumhen, jo dil lagáte ho, siwá diyá jáegá.

25 Is liye ki jis ke pás kuchh hai, use aur diyá jáegá: magar jis ke pás nahin hai, jo bhí wuh rakhta hai, so us se liyá jáegá.

26 ¶ Us ne yih bhí kahá, ki Khudá kí bádsháhat bíj kí mánind hai, jise kisí shakhs ne apne khet men boyá;

27 Aur rát ko sowe, aur din ko jáge, aur be us ke khiyál ke bíj barhe.

28 Kyúnki zamín áp se áp. pahle haryálí phir bál nikáltí hai, us ke bad bál men taiyár dáne.

29 Aur jobíu dána pakká, to wuh hansúá lagátá hai, kyúnki kátne ka waqt pahunchá.

[ocr errors]

30 And he said, Whereunto 1

shall we liken the kingdom of God? or with what comparison shall we compare it ?

31 It is like a grain of mustard seed, which, when it is sown in the earth, is less than all the seeds that be in the earth:

32 But when it is sown, it groweth up, and becometh greater than all herbs, and shooteth out great branches; so that the fowls of the air may lodge under the shadow of it.

33 And with many such parables spake he the word unto them, as they were able to hearit.

30 Aur us ne kahá, ki Ham Ķhudá kí bádsháhat ko kis se miláwen? aur us ko kis ke barábar karen?

31 Wuh ek ráí kí mánind hai, jo zamín men boí gaí, jo us men kí sáre bíjon se chhoțí hai :

32 Par jab boí gaí, to ugtí hí aur tarkárígn se bari hoti hai, aur aisí barí dálián nikáltí hai; ki hawá kí chiriyán us ke sáye men rah sakti hain.

33 Aur aisí aisí bahut se kaháwáton men wuh logon ko un kí samajh ke muwáfiq nasihat kartá thá.

34 Aur be kaháwaton ke wuh un se na kahtá thá: magar akele men wuh apne shágirdon ko sab kí mání batlátá thá.

34 But without a parable spake 34 he not unto them: and when they were alone, he expounded all things to his disciples.

35 And the same day, when the even was come, he said unto them, Let us pass over unto the other side.

36 And when they had sent away the multitude, they took him even as he was in the ship. And there were also with him other little ships.

37 And there arose a great storm of wind, and the waves beat into the ship, so that it was now full.

38 And he was in the hinder part of the ship, asleep on a pillow: and they awake him, and say unto him, Master, carest thou | not that we perish?

39 And he arose, and rebuked

35 Aur usí din, jab shám húí, us ne unhen kahá, ki Chalo, pár jáen.

36 Aur we us jamáąt ko chhoṛke, use nao par leke, aur chhoti chhotí náo ke sath chal nikle.

37 Tab bari andhi chali, jis men náwen laharon se bhar gaín.

38 Aur Isá patwár kí taraf ek takiye par sotá thá: tab unhon ne use jagáke kahá, ki Ai Ustád, ap khiyal nahin karte, ki ham áp halák hote hain?

39 Tab wuh uṭhá, aur samun

« FöregåendeFortsätt »