Sidor som bilder
PDF
ePub

9 But when ye shall hear of wars and commotions, be not terrified for these things must first come to pass; but the end is not by and by.

10 Then said he unto them, Nation shall rise against nation, and kingdom against kingdom:

11 And great earthquakes shall be in divers places, and famines, and pestilences; and fearful sights and great signs shall there be from heaven.

12 But before all these, they shall lay their hands on you, and persecute you, delivering you up to the synagogues, and into prisons, being brought before kings and rulers for my name's sake.

31 And it shall turn to you for a testimony.

14 Settle it therefore in your hearts, not to meditate before what ye shall answer:

15 For I will give you a mouth and wisdom, which all your adversaries shall not be able to gainsay nor resist.

16 And ye shall be betrayed both by parents, and brethren, and kinsfolks, and friends; and some of you shall they cause to be put to death.

17 And ye shall be hated of all men for my name's sake.

18 But there shall not an hair of your head perish.

19 In your patience possess ye your souls.

9 Aur jab laṛáíon aur fasádon ki khabar suno, to na ghabráiyo: kyúnki pahle un ká honá zarár hai; par abtak akhir nahín.

10 Phir us ne un se kahá, ki Qaum qaum par, aur bádsháhí badshahí par, charh áwegí:

11 Aur bahut jagahon men bare bare bhúnchál áwenge, aur marí aur kál paregá; aur bhayának chízen aur bare bare nishán ásmán se záhir honge.

12 12 Lekin sab se pahle mere nám ke sabab tum par háth dálenge, aur satáwenge, aur įbádatkhánon aur qaid men sompenge, aur bádsháhon aur hákimon ke pás khenchege.

13 Aur yih tumhare liye gawáhí tharegí.

14 Pas apne dil men thahrá rakho, ki ham pahle se fikr na karen, ki kya jawab denge:

15 Is liye ki main tumhen aisí zabán aur hikmat dúngá, ki tumháre sab muddaí kahne aur sámhná karne ká maqdúr na rakhenge.

16 Má báp, aur bhái, aur rishtedár, aur dost bhí tum ko giriftár karwáenge; aur tum men se bázon ko qatl karenge.

17 Aur mere nám ke sabab, sab log tum se kína rak! henge. 18 Lekin tumháre sir ká ek bál na bíkegá.

19 Tum sabar se apní ján bacháe rakho.

20 And when ye shall see Jerusalem compassed with armies, then know that the desolation thereof is nigh.

21 Then let them which are in Judea flee to the mountains; and let them which are in the midst of it depart out; aud let not them that are in the countries enter thereinto.

22 For these be the days of vengeance, that all things which are written may be fulfilled.

23 But woe unto them that are with child, and to them that give suck in those days! for there shall be great distress in the land, and wrath upon this people.

24 And they shall fall by the edge of the sword, and shall be led away captive into all nations: and Jerusalem shall be trodden down of the Gentiles, until the times of the Gentiles be fulfilled.

25¶ And there shall be signs in the sun, and in the moon, and in the stars; and upon the earth distress of nations, with perplexity; the sea and the waves roaring;

26 Men's hearts failing them for fear, and for looking after those things which are coming on the earth for the powers of heaven shall be shaken.

27 And then shall they see the Son of man coming in a cloud with power and great glory.

28 And when these things begin to come to pass, then look up,

20 Aur jab tum Aurshalím ko faujon se gherá dekho, to jániyo ki us ká ujáṛ honá nazdík hai.

21 Tab we, jo Yahudiya men hon, paháṛon men bhág jáen, aur we, jo shahr men hon, báhar nikal jáen; aur we, jo us ke báhar hon, bhítar na áwen.

22 Kyunki we din badlá lene ke din hain, ki sab, jo likhá hai, púrá hogá.

23 Par un dinon pet wálion aur dúdhpilánewálíon par afsos! kyúnki is mulk men bari tangí, aur is qaum par ghazab hogá.

24 Aur we talwar se girjáenge, aur log uuhen bandhwáke sab qaumon men lejáenge: aur jab tak qaumon ka waqt púrá na ho, Aurshalím qaumon se rлundí jáegí.

25 Aur súraj o chánd, aur táron men nishán honge; aur zamín par qaumon kí musíbat, ghabráhat ke sáth, hogí; aur samundar aur us kí laharon ká shor hogá;

26 Aur logon ke, dar ke máre, aur un chízon kí, jo zamín par átí hain, ráh dekhne se ján men ján na rahegí; is liye ki ásmán kí quwaten hil jáengí.

27 Aur tab log ádmí ke Bete ko badlí men baṛí qudrat áur jalál ke sáth áte dek henge.

28 Aur jab ye chizen hone lagío, sídhe hose sir úpar uțháo;

and lift up your heads; for your redemption draweth nigh.

29 And he spake to them a parable; Behold the fig tree, and all the trees;

30 When they now shoot forth, ye see and know of your own selves that summer is now nigh at hand.

31 So likewise ye, when ye see these things come to pass, know ye that the kingdom of God is nigh at hand.

32 Verily I say unto you, This generation shall not pass away, till all be fulfilled.

33 Heaven and earth shall pass away: but my word shall not pass away.

34 And take heed to yourselves, lest at any time your hearts be overcharged with surfeiting, and drunkenness, and cares of this life, and so that day come upon you unawares.

35 For as a snare shall it come on all them that dwell on the face of the whole earth.

36 Watch ye therefore, and pray always, that ye may be accounted worthy to escape all these things that shall come to pass, and to stand before the Son of man. 37 And in the day time he was teaching in the temple; and at night he went out, and abode in the mount that is called the mount of Olives.

38 And all the people came early in the morning to him in the temple, for to hear him.

[blocks in formation]

CHAPTER XXII.

1 Now the feast of unleavened

bread drew nigh, which is called the passover.

2 And the chief priests and scribes sought how they might kill him; for they feared the people.

3¶Then entered Satan into Judas surnamed Iscariot, being of the number of the twelve.

4 And he went his way, and communed with the chief priests and captains, how he might betray him unto them.

5 And they were glad, and covenanted to give him money.

6 And he promised, and sought opportunity to betray him unto them in the absence of the multitude.

7 ¶ Then came the day of unleavened bread, when the passover must be killed

8 And he sent Peter and John, saying, Go and prepare us the passover, that we may eat.

9 And they said unto him, Where wilt thou that we prepare?

10 And he said unto them, Behold, when ye are entered into the city, there shall a man meet you, bearing a pitcher of water; follow him into the house where he entereth in.

11 And ye shall say unto the goodman of the house, The Master saith unto thee, Where is the guestchamber, where I shall eat the Passover with my disciples?

BAISWAN BAB.

1 Ab Id fatír, jis ko Id fisah kahte hain, nazdík áí.

2 Aur sardár káhin aur faqíh tadbir men the, ki us ko kis tarah már dálen; kyúnki logon se darte the.

3 ¶ Tab Shaitán Yahúdá men, jo Iskaryútí kahlátá, aur bárahon kí gintí men thá, samáyá.

4 Us ne jáke sardár káhin aur sipáhíon ke sardár se saláh kí, ki us ko kis tarah un ke hawále kare.

5 We khush húe, aur use rupai dene ká iqrár kiyá.

6 Us ne qabul kiyá, aur qábú ḍhúnḍhtá thá, ki jab log na rahen, use un ke hawále kare.

7 Tab fatír ká din, jis men fisah zabh kiyá cháhiye, áyá.

8 sá ne Pitras aur Yohná ko bhejá, ki Pahle jáo, hamáre liye fisah taiyár karo, táki kháen.

9 Unhon ne use kahá, Tú kahán cháhtá hai, ki ham taiyár karen?

10 Us ne un se kahá, Dekho, jab shahr men dákhil hoge, ek ádmí pání ká ghará liye tumhen milegá; jis ghar men wuh jáe, us ke pichhe chale jáo.

11 Aur ghar ke málik se kaho, ki Ustád kahta hai, ki Wuh makán kahán hai, jis men apne shágirdon ke sáth fisah kháún?

12 And he shall shew you a large upper room furnished: there make ready.

13 And they went, and found as he had said unto them: and they made ready the passover.

14 And when the hour was come, he sat down, and the twelve apostles with him.

15 And he said unto them, With desire I have desired to eat this Passover with you before I suffer:

16 For I say unto you, I will not any more eat thereof, until it be fulfilled in the kingdom of God.

17 And he took the cup, and gave thanks, and said, Take this, and divide it among yourselves: 18 For I say unto you, I will not drink of the fruit of the vine, until the kingdom of God shall

come.

19 And he took bread, and gave thanks, and brake it, and gave unto them, saying, This is my body which is given for you: this do in remembrance of me.

20 Likewise also the cup after supper, saying, This cup is the new testament in my blood, which is shed for you.

21 ¶ But, behold, the hand of him that betrayeth me is with me on the table.

22 And truly the Son of man goeth, as it was determined: but woe unto that man by whom he is betrayed!

12 Wuh tumhen ek bará kothá farsh bichhá dikháwegá: wahín taiyár karo.

13 Unhon ne jáke, jaisá un se kahá thá, páyá: aur fisah taiyár kiyá.

14 Aurjab waqt áyá, wuh apne bárah rusúlon ke sáth kháne baiṭhá.

15 Aur un se kahá, Mujhe barí khwahish thí, ki dukh sahne ke áge yih fisah tumháre sáth kháún:

16 Kyunki main tum se kahtá hn, ki Phir kabhú use na khá n gá, jab tak Khudá kí bádsháhat men púrá na ho.

17 Aur piyále ko leke shukr kiyá, aur kahá, ki Is ko leke ápas men bánț lo:

18 Kyúnki main tum se kahtá hún, ki Angár ká ras phir na píúngá, jab ta'k Khudá kí bád

sháhat na áwe.

19 Phir roți lí, aur shukr karke torí, aur yih kahke un ko dí, ki Yih merá badan hai, jo tumháre wáste diyá játá hai: yih merí yádgárí ke wáste kiyá karo. 20 Aur isí tarah kháne ke bad us piyále ko lekar kahá, ki Yih piyála nayá qaul hai, jo mere lahú se, ki tumháre wáste baháyá játá hai, bandhá.

21 Par ab dekho, us ká háth, jo mujhe giriftár karwátá hai, mere sath mez par hai.

22 So ádmí ká Bețá to, jaisá us ke wáste muqarrar hai, játá hai : magar us shakhs par afsos, jo use giriftár karwátá hai!

« FöregåendeFortsätt »