Sidor som bilder
PDF
ePub

a man named Joseph, a counsellor; and he was a good man, and a just:

51 (The same had not consented to the counsel and deed of them;) he was of Arimathea, a city of the Jews; who also himself waited for the kingdom of God.

52 This man went unto Pilate, and begged the body of Jesus. 53 And he took it down, and wrapped it in linen, and laid it in a sepulchre that was hewn in stone, wherein never man before was laid.

54 And that day was the preparation, and the sabbath drew

on.

55 And the women also, which came with him from Galilee, followed after, and beheld the sepulchre, and how his body was laid.

56 And they returned, and prepared spices and ointments; and rested the sabbath day according to the commandment.

CHAPTER XXIV.

1 Now upon the first day of the week, very early in the morning, they came unto the sepulchre, bringing the spices which they had prepared, and certain others with them.

2 And they found the stone rolled away from the sepulchre. 3 And they entered in, and found not the body of the Lord Jesus.

Yahúdíon ke shahr Armatiya ká ek shakhs, jo saláhkár, aur nek o rástbáz tha:

51 (Aur un kí saláh aur kám ká sharík na thá;) aur áp bhí Khudá kí bádsháhat kí ráh dekhtá thán

52 Us ne Pilátus ke pás áke, Įsá kí lásh mángí.

53 Aur us ko utárke kapre men lapetá, aur qabr men, jo patthar men khodí thí, jahán ko kabhá rakhá na gayá thá, rakhá.

54 Aur wuh taiyárí ká din thá, aur sabt shuru hone lagá.

55 Aur we auráten bhí, jo us ke sáth Jalil se áin thin, pichhe pichhe gain, aur qabr ko aur us kí lásh ko, ki kis tarah rakhi hai, dekhtí thíu.

56 Aur phirke khushbúíán aur atr taiyár kiyá; lekin hukm ke muwáfiq sabt ke din árám kiyá.

CHAUBISWAN BAB. 1 Aur we itwár ke din bare tarke, un khushbúíon ko, jo taiyár kí thí, leke qabr par aíu, aur un ke sath koí aur bhí thín.

2 Aur unhon ne patthar ko qabr par se dhalká páyá.

3 Aur andar jáke Khudáwand sá kí lásh na páí.

4 And it came to pass, as they were much perplexed thereabout, Behold, two men stood by them in shining garments:

5 And as they were afraid, and bowed down their faces to the earth, they said unto them, Why seek ye the living among the dead?

6 He is not here, but is risen: remember how he spake unto you when he was yet in Galilee,

7 Saying, The Son of man must be delivered into the hands of sinful men, and be crucified, and the third day rise again.

8 And they remembered his words,

9 And returned from the sepulchre, and told all these things unto the eleven, and to all the rest.

10 It was Mary Magdalene, and Joanna, and Mary the mother of James, and other women that were with them, which told these things unto the apostles.

11 And their words seemed to them as idle tales, and they believed them not.

12 Then arose Peter, and ran unto the sepulchre; and stooping down, he beheld the linen clothes laid by themselves, and departed, wondering in himself at that which was come to pass.

13 And, behold, two of them went that same day to a village called Emmaus, which was from

4 Aur aisá húá, ki jad we us bát se hairán thín, dekho, do shakhs chamchamátí poshák pahne un ke pás khare the:

5 Jab we dartín, aur apne sir jhukátí thíu, firishton ne un se kahá, Tum kyún zinde ko murdon men ḍhúnḍhrahí ho?

6 Wuh yahan nahíp hai, balki utha hai: yád karo, ki jab Jalil men thá, tum se kyá kahá thá,

7 Ki Zarár hai, ki Admí ká Betá gunahgáron ke háth men sompá jáe, aur salíb diyá jáe, aur tísre din uṭhe.

8 Tab unhen us kí báten yád áín.

9 Aur qabr par se phirke un gyárahon aur báqí logon ko, in sab báton kí khabar dí.

10 Aur Mariyam Majdaliya, aur Yohná, aur Mariyam Yaqúb kí má, aur dúsrí auraten, jo sáth thín, unhonhí ne Rusúlon se yih báten kahín.

11 Par unhen un kí báten kahání sí samajh parín, aur un ká iątibár na kiya.

12 Tab Pitras uthke qabr kí taraf daurá; aur jhukkar dekhá, ki sirf kafan pará hai; is májare se apne jí men tájjub kartá chalágaya.

13 Aur dekho, usí din un men se do ádmí us bastí kí taraf, jis ká nám Amwás Aurshalím

Jerusalem about threescore furlongs.

14 And they talked together of all these things which had happened.

15 And it came to pass, that, while they communed together and reasoned, Jesus himself drew near, and went with them. 16 But their eyes were holden that they should not know him.

17 And he said unto them, What manner of communications are these that ye have one to another, as ye walk, and are sad? 18 And the one of them, whose name was Cleopas, answering said unto him, Art thou only a stranger in Jerusalem, and hast not known the things which are come to pass there in these days? 19 And he said unto them, What things? And they said unto him, Concerning Jesus of Nazareth, which was a prophet mighty in deed and word before God and all the people:

20 And how the chief priests and our rulers delivered him to be condemned to death, and have crucified him.

21 But we trusted that it had been he which should have redeemed Israel: and beside all this, to day is the third day since these things were done.

22 Yea, and certain women also of our company made us astonished, which were early at the sepulchre;

se sát astádiyūs* par thá, játe the.

14 Aur un sab májaron kí bábat ápas men bát chít karte the.

15 Aur aisá húá, ki jab we bát chít aur púchh páchh kar rahe the, sá áp nazdík áke un ke

sáth chalá.

16 Lekin un kí ánkhen band ho gaín thín, ki us ko na pahchán. 17 Us ne un se kahá, Yih kyá báten hain, jo tum ráh men ápas men karte játe ho, aur tumhárá chihra udás hai?

18 Tab ek ne, jis ká nám Klíopás thá, jawab men use kahá, ki Kyá akelá tú hí Aurshalim men pardesí hai, jo kuchh in dinon men húá hai, nahín jántá?

19 Us ne un se kahá, Kyá? Unhon ne use kahá, Kyá sá Násarí ká májará, jo nabí thá, aur Khuda aur khalq ke sámhne kám aur kalám men qudratwálá:

20 Chunánchi sardár káhin, aur hamáre sardáron ne us ko qatl ko liye sompá, aur salib diya.

21 Par ham ummed wár the, ki yihí Isráil ko mukhlasí degá: aur sab ke siwá, aj tísrá roz hai, ki yih májará húá.

22 Aur ham men se kai auraton ne bhi ham ko ghabrá rakha hai, ki tarke us ki qabr par gaí;

* Paune chár kos.

23 And when they found not his body, they came, saying, that they had also seen a vision of angels, which said that he was alive.

24 And certain of them which were with us went to the sepulchre, and found it even so as the women had said: but him they saw not.

25 Then he said unto them, O fools, and slow of heart to believe all that the prophets have spoken:

26 Ought not Christ to have suffered these things, and to enter into his glory?

57 And beginning at Moses and all the prophets, he expounded unto them in all the Scriptures the things concerning himself. 28 And they drew nigh unto the village, whither they went: and he made as though he would have gone further.

29 But they constrained him, saying, Abide with us: for it is toward evening, and the day is far spent. And he went in to tarry with them.

30 And it came to pass, as he sat at meat with them, he took bread, and blessed it, and brake, and gave to them,

31 And their eyes were opened, and they knew him; and he vanished out of their sight.

32 And they said one to another, Did not our heart burn within us, while he talked with us by the

23 Aur us kí lásh ko na páyá; unhon ne áke kahá, ki Ham ne firishte dekhe*, jinhon ne kahá, ki Wuh zinda hai.

24 Aur bázon ne hamáre sáthíon men se qabr par jáke, jaisá ki un auraton ne kahá, páyá: par us ko na dekhá.

25 Tab us ne use kahá, ki Ai nádánon, aur nabíon kí sárí báton ke mánne men sustmizájo:

26 Kyá, zarúr na thá, ki Masíh dukh uthawe, aur apne jalál men dákhil ho?

27 Aur Músá aur sab nabíon kí we báten, jo sab kitábon men us ke haqq meu hain, shurú se un ke liye bayán kín.

28 Aur we us bastí ke, jis kí taraf játe the, nazdík pahunche: aur aisá málúm pará, ki wuh áge jáyá cháhtá hai.

29 Tab unhon ne us ko rokke kahá, ki Hamáre sáth rah: kyanki shám húá cháhtí hai, aur din akhir. Tab wuh bhítar áke, un ke sáth rahá.

30 Aur aisá húá, ki jab wuh un ke sath kháne baithá thá, roți lekar shukr kiyá, aur torke un ko dí.

31 Tab un kí ánkhen khul gain, aur us ko pahcháná; aur wuh un ke pás se ghaib hogayá.

32 Tab unhon ne ápas men kahá, Jab ráh men ham se báten kartá, aur hamáre liye kitábon ke

* Royat.

way, and while he opened to us the Scriptures?

33 And they rose up the same hour, and returned to Jerusalem, and found the eleven gathered together, and them that were with them,

34 Saying, The Lord is risen indeed, and hath appeared to Simon.

35 And they told what things were done in the way, and how he was known of them in breaking of bread.

36 And as they thus spake, Jesus himself stood in the midst

of them, and saith unto them, Peace be unto you.

37 But they were terrified and affrighted, and supposed that they had seen a spirit.

38 And he said unto them, Why are ye troubled? and why do thoughts arise in your hearts?

39 Behold my hands and my feet, that it is I myself: handle me, and see; for a spirit hath not not flesh and bones, as ye see me have.

40 And when he had thus spoken, he shewed them his hands and his feet.

41 And while they yet believed not for joy, and wondered, he said unto them, Have ye here any meat?

matlab kholtá thá, to kya hamáre dil men barí khushí na thí ?

33 Aur usí dam uthkar, we Aurshalím ko phire, aur un gyárahon aur un ke sáthíon ko ekthe páyá,

34 Ki kahte the, Khudáwand sach mach uṭhá, aur Shamún ko dikhái diyá.

35 Tab unhon ne ráh ká hál bayán kiyá, aur yih ki kyúnkar unhon ne roti torne par use pahcháná.

36 1 Aur we ye baten kar rahe the, ki (sá ne áp un ke bích men khare hoke, un se kahá, Tumhen salám.

37 Par unhon ne ghabráke, aur darke khiyál kiyá, ki rúh ko dekhte hain.

38 Magar us ne un se kahá, ki Tum kyún ghabráhat men ho? aur kaheko tumháre dil men shakk átá hai?

39 Mere háth páon ko dekho, ki main hí hún: aur mujhe tatolo, aur dekho; kyúnki ráh ko jism aur hadí nahin, jaisá mujh meu dekhte ho.

40 Aur yih kahke, unhen apne háth aur páon di háe.

41 Aur jab we máre khushi ke iątibár na karte, aur tájjub karte the, us ne un se kahá, ki Yahan tumhare pás kuchh kháná hái?

42 And they gave him a piece of a broiled fish, and of an honey-ká comb.

42 Tab unhon ne bhúní machhlí tukrá aur shahd ká chhatá us ko diya.

« FöregåendeFortsätt »