Sidor som bilder
PDF
ePub

doctors of the law sitting by, which were come out of every town of Galilee, and Judea, and Jerusalem: and the power of the Lord was present to heal them. 18 And, behold, men brought in a bed a man which was taken with a palsy and they sought means to bring him in, and to lay him before him.

19 And when they could not find by what way they might bring him in because of the multitude, they went upon the housetop, and let him down through the tiling with his couch into the midst before Jesus.

20 And when he saw their faith, he said unto him, Man, thy sins are forgiven thee.

21 And the Scribes and the Pharisees began to reason, saying, Who is this which speaketh blasphemies? Who can forgive sins, but God alone?

22 But when Jesus perceived their thoughts, he answering said unto them, What reason ye in your hearts?

23 Whether is easier, to say, Thy sins be forgiven thee; or to say, Rise up and walk?

24 But that ye may know that the Son of man hath power upon earth to forgive sins, (he said unto the sick of the palsy,) I say unto thee, Arise, and take up thy couch, and go unto thine

house.

25 And immediately he rose that up before them, and took up

[ocr errors]

harek basti aur Yahúdiya aur Aurshalím se áke baithe the: aur Khudáwand kí qúwat changá karne ko maujúd thí.

18 ¶ Aur, dekho, ki kaí mard ek shakhs ko, jise jholá márgayá thá, chárpáí par láe: aur chahte the, ki use andar láke, us ke áge rakhen.

19 Par bhir ke sabab se andar lejáne kí ráh na páí, tab kothe par charhgae, aur khaprail kátke use chárpái samet bích men sá ke áge latkádiyá.

20 Us ne un ká ímán dekhkar, use kahá, ki Ai mard, tere gunáh muaf húe.

21 Tab Faqih aur Farísí sochne lage, ki Yih kaun hai, jo kufr boltá hai? Khudá ke siwá kaun gunáhon ko muậf kar saktá hai?

22 Tab Įsá ne un ke khiyál daryáft karke, jawab men un se kahá, ki Tum apne dilon men kyá sochte ho?

23 Kaun ziyada ásán hai, yih kahná, ki Tere gunáh muaf howe; yá yih kahná, ki Uth, aur chal?

24 Lekin táki jánon, ki ádmí ke Bete ko zamín par gunáh muaf karne ka ikhtiyar hai, (us ne us jhole máre húe ko kahá,) Main tujhe kahtá hún, Uth, aur apní chárpáí lekar apne ghar já.

25 Aur wuh jhat unke áge uțhá, aur jis par pará thá, use lekar,

whereon he lay, and departed to his own house, glorifying God. 26 And they were all amazed, and they glorified God, and were filled with fear, saying, We have seen strange things to day.

27¶ And after these things he went forth, and saw a publican, named Levi, sitting at the receipt of custom: and he said unto him, Follow me.

28 And he left all, rose up, and followed him.

29 And Levi made him a great feast in his own house: and there was a great company of publicans and of others that sat down with them.

30 But their scribes and Pharisees murmured against his disciples, saying, Why do ye eat and drink with publicans and sinners?

31 And Jesus answering said unto them, They that are whole need not a physician; but they that are sick.

32 I came not to call the righteous, but sinners to repentance.

33 And they said unto him, Why do the disciples of John fast often, and make prayers, and likewise the disciples of the Pharisees; but thine eat and drink?

34 And he said unto them, Can

ye make the children of the bridechamber fast, while the bridegroom is with them?

35 But the days will come,

Khudá kí taríf kartá húá apne ghar chala gayá.

26 Tab un sab ke hosh játe rahe, aur Khudá kí táríf karne lage, aur bahut darke bole, Aj ham ne bará achambhá dekhá.

27¶Aur us ke bad wuh bahar gayá, aur Liwí nám ek mahsúllenewále ko chaukí par baithá dekhá: aur use kahá, Mere píchhe á.

28 Wuh sab kuchh chhorkar, uthke us ke píchhe chalá.

29 men us ki bari ziyáfat kí: aur wahán mahsúllenewalon aur auron kí, jo us ke sath kháne baithe the, barí bhí thí.

Aur Liwí ne apne ghar

30 Tab wahan ke faqíhon aur Farísíon ne us ke shágirdon se takrár karke kahá, ki Tum kyún mahsúllenewálon, mahsúllenewálon, aur gunahgáron ke sath kháte píto ho?

31 sá ne jawab men unhen kahá, Bhale changon ko hakim darkár nahín; balki bímáron ko.

32 Main rástbázon ko tauba ke liye buláne nahín áyá, balki gunáhgáron ko.

33 Aur unhon ne use kahá, ki Yahiyá ke shagird kyún aksar roza rakhte hain, aur duá mángte hain, aur isí tarah Farísíon ke bhí; par tere kháte píte hain?

34 Us ne un se kahá, Kyá tum barátion ko, jab tak dúlhá un ke sáth hai, roza rakhwá sakte ho?

35 Par we din áwenge, ki

when the bridegroom shall be taken away from them, and then shall they fast in those days. 36¶And he spake also a parable unto them; No man putteth a piece of a new garment upon an old; if otherwise, then both the new maketh a rent, and the piece that was taken out of the new agreeth not with the old.

37 And no man putteth new wine into old bottles; else the new wine will burst the bottles, and be spilled, and the bottles shall perish.

38 But new wine must be put into new bottles; and both are preserved.

39 No man also having drunk old wine straightway desireth new: for he saith, The old is better.

CHAPTER. VI.

1 And it came to pass on the second sabbath after the first, that he went through the corn fields; and his disciples plucked the ears of corn, and did eat, rubbing them in their hands.

2 And certain of the Pharisees said unto them, Why do ye that which is not lawful to do on the sabbath days?

3 And Jesus answering them said, Have ye not read so much as this, what David did, when himself was an hungered, and they which were with him;

4 How he went into the house

dúlhá un se judá kiyá jáegá; un dinon men we albatta roza rakhenge.

36¶Aur us ne un se ek masal bhí kahí; ki Koí puráne kapre par nae kapre ká paiwand nahín lagátá; nahín to, nayá us ko bhí pháṛtá hai, anr nae kapṛe ká paiwand puráne se mel bhí nabín khátá.

37 Aur naí sharáb purání mashkon men koí nahín bhartá; nahín to, naí sharáb mashkon ko pháṛke bah jáegí, aur mashken bhí barbád hongí.

38 Balki naí sharáb naí mashkon men rakhá chahiye, ki donon bache rahenge.

39 Aur purání píke, koí usí dam naí nahín cháhtá: kyunki kahta hai, ki Purání bihtar hai.

CHHATWAN BAB.

1 Aur dúsre bare sabt ko yún húá, ki jad wuh kheton ke bích se játá thá, us ke shágird bálen torkar, háton se malkar, kháne lage.

2 Tab báze Farísíon ne unhen kahá, Tum kyún wuh karte ho, jo sabt ko karná rawá nahín?

3 sa ne unhen jawab men kahá, Kyá tum ne yih nabín parhá, jo Dáúd ne kiyá, jab wuh aur us ke sathi bhúke the;

4 Wuh kyúnkar Khudá ke

of God, and did take and eat the shewbread, and gave also to them that were with him; which it is not lawful to eat but for the Priests alone?

5 And he said unto them, That the Son of man is Lord also of the sabbath.

6 And it came to pass also on another sabbath, that he entered into the synagogue and taught: and there was a man whose right hand was withered.

7 And the Scribes and Pharisees watched him, whether he would heal on the sabbath day; that they might find an accusation against him.

8 But he knew their thoughts, and said to the man which had the withered hand, Rise up, and stand forth in the midst. And he arose and stood forth.

9 Then said Jesus unto them, I will ask you one thing; Is it lawful on the sabbath days to do good, or to do evil? to save life, or to destroy it?

10 And looking round about upon them all, he said unto the man, Stretch forth thy hand. And he did so: and his hand was restored whole as the other.

11 And they were filled with madness; and communed one with another what they might do to Jesus.

12 And it came to pass in those days, that he went out into a

[ocr errors][merged small][merged small]

8 Par us ne un ke khiyálon ko jánkar, us ádmí se, jis ká háth súkhá thá, kahá, ki Uth, aur bích men khará ho. Wuh uth khará húá.

9 Tab sá ne unhen kahá, Main tum se ek bát púchhtá hún; ki sabt ke din kya karná rawá hai, bhalá karná, ki burá? ján bacháná, ki ján márná?

10 Aur un sab kí taraf dekhke us ádmí se kahá, Apná háth phailá. Us ne aisá kiya: aur us ká háth dúsre kí mánind changá hogaya.

11 Tab we sab díwánon kí mánind hoke, ápas men kahne lage, ki Ham sá ke sath kyá karen.

12 Aur un dinon men aisá húa, ki wuh pahár par duá máng

* Pandon. + Bandagi ká ghar.

mountain to pray, and continued all night in prayer to God.

13¶ And when it was day, he called unto him his disciples: and of them he chose twelve, whom also he named apostles;

14 Simon, (whom he also named Peter,) and Andrew his brother, James and John, Philip and Bartholomew,

15 Matthew and Thomas, James the son of Alpheus, and Simon called Zelotes,

16 And Judas the brother of James, and Judas Iscariot, which also was the traitor.

17¶ And he came down with them, and stood in the plain, and the company of his disciples, and a great multitude of people out of all Judea and Jerusalem, and from the sea coast of Tyre and Sidon, which came to hear him, and to be healed of their diseases.

18 And they that were vexed with unclean spirits: and they were healed.

19 And the whole multitude sought to touch him: for there went virtue out of him, and healed them all.

20 ¶ And he lifted up his eyes on his disciples, and said, Blessed be ye poor: for your's is the kingdom of God.

now:

21 Blessed are ye that hunger shall be filled. for ye Blessed are ye that weep now: for ye shall laugh.

ne gayá, aur Khudá se* duá mángne men rất bitái.

13 apne shágirdon ko buláke, un men se bárah ko chuná, aur un ká nám rusúl rakhá;

Aur jab din húá, us ne

14 Yane Shamún (jis ká nám Pitras bhí rakhá) aur us ke bháí Andriyás, Yaqub aur Yohná, Failbús o Bartolmá,

15 Matí o Somá Halfá ke bete, Yaqub aur Shamún jo Zilotis kahlátá thá,

16 Yaqub ke bháí Yahúdá, aur Yahúdá Iskaryútí ko, jo us ká pakarwánewálá húá.

17 Aur un ke sáth utarke, maidán men khaṛá húá; wahán us ke shágirdon kí jamaạt thí, aur logon kí baṛí bhíṛ, jo sáre Yahúdiya aur Aurshalím, aur Súr o Saidá ke samundar ke kináre se us pás áe the, ki us kí sunen aur apní bímáriou se change hon;

18 Aur we bhí, jo nápák rúhon se dukh páte the, áe, aur change húe.

19 Aur sab log chahte the, ki use chhúwen; kyúnki qúwat us se nikaltí, aur sab ko change kartí thí.

20 ¶ Phir us ne apne shagirdon par nazar karke kahá, ki Mubárak ho tum, jo gharíb ho: kyúnki Khudá kí bádsháhat tumhárí hai. 21 Mubarak ho tum, jo ab bhúke ho: kyúnki ásúda hoge. Mubarak ho tum, jo ab rote ho: kyúnki hausoge.

*Yá įbádatkháne men rát bitá.

« FöregåendeFortsätt »