Sidor som bilder
PDF
ePub

22 Blessed are ye, when men shall hate you, and when they shall separate you from their company, and shall reproach you, and cast out your name as evil, for the Son of man's sake.

23 Rejoice ye in that day, and leap for joy for, Behold, your reward is great in heaven: for in the like manner did their fathers unto the prophets.

24 But woe unto you that are rich! for ye have received your consolation.

25 Woe unto you that art full! for ye shall hunger. Woe unto you that laugh now! for ye shall mourn and weep.

26 Woe unto you, when all men shall speak well of you! for so did their fathers to the false prophets.

27 ¶ But I say unto you which hear, Love your enemies, do good to them which hate you,

28 Bless them that curse you, and pray for them which despitefully use you.

29 And unto him that smiteth thee on the one cheek offer also the other; and him that taketh away thy cloke forbid not to take thy coat also.

30 Give to every man that asketh of thee; and of him that taketh away thy goods ask them not again.

31 And as ye would that men should do to you, do ye also to them likewise.

22 Mubarak ho tum, jab ádmí ke Bete ke liye log tum se kína rakhen, aur tumhen nikál den, aur ruswá karen, aur tumhárá nám badí men nikálen.

23 Us din khu sh raho, aur khushi se uchhalo: is liye ki dekho, ásmán par tumhárá baṛá badlá hai: kyúnki un ke báp dádon ne nabíon ke sath aisáhí kiyá. 24 Magar afsos tum par, jo daulatmand ho! kyúnki tum apní tasallí páchuke.

25 Afsos tum par, jo ásúda ho! kyúnki bhúkhe hoge. Afsos tum par, jo ab hanste ho! kyúnki gham karoge, aur rooge.

26 Afsos tum par, jab log tumhen bhalá kahen! kyúnki un ke báp dáde jháthe nabion se aisáhí sulúk karte the.

27 Par tumhen, jo sunte ho, main kahtá hún, ki Apne dushmanon ko piyár karo; jo tum se kína rakhen, un ká bhalá karo, 28 Jo tumhen lanat karen, un ke liye barakat cháho; jo tumhen satáwen, un ke liye duá mángo. 29 Jo tere ek gál par máre, dúsrá bhí pher de; aur jo koí terí qabá lewe, kurta lene se bhí maną na kar.

30 Jo koi tujh se kuchh mánge, use de; aur use, jo terá mál le, phir mat máng.

31 Aur jaisá tum chahte ho, ki log tum se karen, tum bhí un se waisáhí karo.

32 For if ye love them which love you, what thank have ye? for sinners also love those that love them.

33 And if ye do good to them which do good to you, what thank have ye? for sinners also do even the same.

34 And if ye lend to them of whom ye hope to receive, what thank have ye? for sinners also lend to sinners, to receive as much again.

35 But love ye your enemies, and do good, and lend, hoping for nothing again; and your reward shall be great, and ye shall be the children of the Highest: for he is kind unto the unthankful and to the evil.

36 Be ye therefore merciful, as your Father also is merciful.

37 Judge not, and ye shall not be judged: condemn not, and ye shall not be condemned: forgive, and ye shall be forgiven:

38 Give, and it shall be given unto you; good measure, pressed down, and shaken together, and running over, shall men give into your bosom. For with the same measure that ye mete withal it shall be measured to you again. 39 And he spake a parable unto them, Can the blind lead the

32 Aur agar tum unhen, jo tumhen piyár karte hain, piyár karo, to tumhárá kyá ihsán hai? kyúnki gunahgár bhí apne piyárkarnewalon ko piyár karte hain. 33 Aur ágar tum un ká, jo tumhárá bhalá karen, bhalá karo, to tumhárá kyá ihsán hai? ki gunahgár bhí yih karte hain.

34 Aur agar tum unhen, jin se phir páne ki umed hai, qarz do, to tumhárá kyá ihsán hai? kyúnki gunahgár bhí gunahgáron ko qarz dete hain, táki us ká badlá páwen.

35 Pas apne dushmanon ko piyár karo, aur bhalá karo, aur phir páne ki umed* na rakhke qarz do; to tumhárá badlá baṛá hogá, aur tum Khudá tálá ke farzand hoge: kyúnki wuh náshukron aur sharíron par bhí mihrbán hai.

36 Pas jaisá tumhárá Báp rahím hai, rahím ho.

37 Aib na lagáo, to tum par bhí aib lagáyá na jáegá: aur gunáh sábit na karo, to tumháre bhí gunah sábit kiye na jáenge: bakhsho, ki tum bhí bakhshe jáoge.

38 Do, ki tumhen bhí diyá jáegá; achchhá napwá, dáb dáb, aur hilá hiláke, munhámunh girtá húá bharke tumhárí god men denge. Kyunki jis paimáne se tum nápte ho, usí se tumháre liye bhí nápá jáegá.

39 Phir us ne un se ek masal kahí, ki Andhá andhe ko ráh

*Yá náumed hoke.

blind? shall they not both fall into the ditch?

40 The disciple is not above

his master: but every one that is perfect shall be as his master. 41 And why beholdest thou the mote that is in thy brother's eye, but perceivest not the beam that is in thine own eye?

42 Either how canst thou say to thy brother, Brother, let me pull out the mote that is in thine eye, when thou thyself beholdest not the beam that is in thine own eye? Thou hypocrite, cast out first the beam out of thine own eye, and then shalt thou see clearly to pull out the mote that is in thy brother's eye.

43 For a good tree bringeth not forth corrupt fruit; neither doth a corrupt tree bring forth good fruit.

44 For every tree is known by his own fruit. For of thorns men do not gather figs, nor of a bramble bush gather they grapes. 45 A good man out of the good treasure of his heart bringeth forth that which is good; and an evil man out of the evil treasure of his heart bringeth forth that which is evil: for of the abundance of the heart his mouth speaketh.

46¶ And why call ye me Lord, Lord, and do not the things which I say?

47 Whosoever cometh to me, and heareth my sayings, and

dikhá sakta hai? kyá we donon garhe men na girenge?

40 Shagird apne ustád se bará nahín: balki jab taiyár húá apne ustád sá hogá.

41 Aur us tinke ko, jo tere bháí kí ánkh men hai, kyún dekhtá hai, par us kánte par, jo terí ánkh men hai, nahín khiyál kartá? 42 Yá tú kyúnkar apne bhaí ko kah saktá, ki Ai bháí, rah, yih tinká, jo terí ánkh men hai, nikál dán, par us kánte ko, jo terí ankh men hai, nahín dekhta? Ai makkár, pahle us kánțe ko apní ánkh men se nikál, tab tú us tinke ko, jo tere bháí kí ánkh men hai, achchhí tarah nikál sakegá.

43 Kyúnki achchhe darakht men burá phal nabín lagtá; aur na bure daraķht men achchhá phal lagtá.

44 Pas harek daraķht apne phal se pahcháná játá hai: is liye ki log kánton se anjír nahín torte, aur na bhaṭakṭiyá se angúr.

45 Achchhá ádmí apne dil ke achchhe khazáne se achchhí chízen nikáltá hai: aur burá ádmí apne dil ke bure khazáne se burí chízen báhar látá: kyúnki jo dil men bhalá hai, so hí munh par átá hai.

46 ¶ Aur tum kyún mujhe Khudáwand Khudáwand kahte ho, aur jo main kahta hún, nahín karte?

47 Jo koi mere pás átá hai, aur merí báten sunkar, un par amal

doeth them, I will shew you to karta hai, main tumhen batátá whom he is like: hún, ki wuh kis kí mánind hai:

48 He is like a man which built an house, and digged deep, and laid the foundation on a rock: and when the flood arose, the stream beat vehemently upon that house, and could not shake it for it was founded upon a rock.

49 But he that heareth, and doeth not, is like a man that without a foundation built an house upon the earth; against which the stream did beat vehemently, and immediately it fell; and the ruin of that house was great.

CHAPTER. VII.

1 Now when he had ended all his sayings in the audience of the people, he entered into Caper-❘

naum.

2 And a certain centurion's servant, who was dear unto him, was sick, and ready to die.

3 And when he heard of Jesus, he sent unto him the elders of the Jews, beseeching him that he would came and heal his servant.

4 And when they came to Jesus, they besought him instantly, saying, That he was worthy for whom he should do this:

5 For he loveth our nation, and he hath built us a synagogue.

6 Then Jesus went with them. And when he was now not far

[ocr errors][ocr errors][merged small][merged small]

SATWAN BAB.

1 Aur jab wuh logon ko apní sárí báten suná chúká, to Kaparnáhum men áyá.

2 Aur ek hawáldár ká ghulám, jo us ká bahut piyárá thá, bímárí se marne par thá.

3. Us ne sá kí khabar sunke, Yahúdíon ke kaí ek buzurgon ko us pás bhejkar, us kí minnat kí, ki ákar us ke ghulám ko changá kare.

4 Aur unhon ne sá ke pás áke, us kí baṛí minnat karke kahá, ki Wuh is láiq hai, ki tú us par yib ihsán kare:

5 Kyunki wuh hamári qaum ko piyár karta hai, aur hamáre liye ek įbádatkhána banaya hai. 6 Tab sá un ke sath chalá. Aur jab wuh us ke ghar se dúr

from the house, the centurion sent friends to him, saying unto him, Lord, trouble not thyself: for I am not worthy that thou shouldest enter under my roof: 7 Wherefore neither thought I myself worthy to come unto thee: but say in a word, and my servant shall be healed.

8 For I also am a man set under authority, having under me soldiers, and I say unto one, Go, and he goeth; and to another, Come, and he cometh; and to my servant, Do this, and he doeth it.

9 When Jesus heard these things, he marvelled at him, and turned him, about, and said unto the people that followed him, I say unto you, I have not found I have not found so great faith, no, not in Israel. 10 And they that were sent, returning to the house, found the servant whole that had been sick.

11 ¶ And it came to pass the day after, that he went into a city called Nain; and many of his disciples went with him, and much people.

12 Now when he came nigh to the gate of the city, behold, there was a dead man carried out, the only son of his mother, and she was a widow: and much people of the city was with her. 13 And when the Lord saw her, he had compassion on her, and said unto her, Weep not.

14 And he came and touched

na tha, hawáldár ne doston se ás pás kahlá bhejá, ki Ķhudáwand, taklif na kar : kyúŋki maiŋ is láiq nahío, ki tú merí chhat tale áwe:

7 Isí sabab main ne apne taín bhí is láiq na jáná, ki tere pás áún: sirf kah de, to merá chhokrá changá hogá.

8 Kyunki main bhí dúsre ke ikhtiyár men hún, aur sipáhí mere hukm men hain: jab ek ko kahtá hún, Já, wuh játá hai; aur dúsre ko, A, wuh átá hai; aur apne ghulám ko, ki Yih kar, wuh

karta hai.

9 sá ne yih sunkar, tájjub kiyá, aur phirke un logon se, jo us ke píchhe áte the, kahá, Main tum se kahta hún, ki aisá bará ímán Isráil men bhí na páyá.

10 Aur jad we, jo bheje gae the, ghar men phir áe, to us bímár ghulam ko changá páyá.

11 ¶ Aur dúsre din aisá húá, ki wuh Náin nám shahr ko rawána húá; aur us ke bahutse shágird aur bari bhír us ke sath the.

12 Jad wuh us shahr ke phátak ke nazdík pahunchá, to dekho, ki ek murde ko báhar lejáte the, jo apní má ká, ki bewa thí, iklautá thá: aur shahr ke bahutse log us ke sáth the.

13 Aur us ko dekhke, Khudáwand ko us par rahm áyá, aur use kahá, Mat ro.

14 Aur pás áke, tábút ko chháá:

« FöregåendeFortsätt »