Sidor som bilder
PDF
ePub

THE GOSPEL ACCORDING TO ST. LUKE.

CHAPTER I.

1 Forasmuch as many have taken in hand to set forth in order a declaration of those things which are most surely believed among us,

2 Even as they delivered them unto us, which from the beginning were eyewitnesses, and ministers of the word;

3 It seemed good to me also, having had perfect understanding of all things from the very first, to write unto thee in order, most excellent Theophilus,

4 That thou mightest know the certainty of those things, wherein thou hast been instructed.

5 There was in the days of Herod, the king of Judea, a certain priest named Zacharias, of the course of Abia: and his wife was of the daughters of Aaron, and her name was Elisabeth.

6 And they were both righteous before God, walking in all the commandments and ordinances of the Lord blameless.

LU ́KA ́ KI ́INJI ́L.

PAHLA BAB.

1 Ai buzurg Síofalis, isliye ki bahuton ne ikhtiyar kiyá, ki is ahwál ko, jo haqiqat men hamáre darmiyán guzrá, bayán karen,

2 Jaisá unhon ne, jo shuru se khud dekhnewále, aur kalám kí khidmat karnewále the, sompá;

3 Main ne bhí munásib jáná, ki sab ko sire se sachchí tarah daryáft karke, tere liye durustí se likhún,

4 Táki tú in báton kí sacháí* ko, jin kí tú ne tálím páí, jáne.

5 ¶ Yahudiya ke badshah Herodis ke dinon men, Ibiyá ke párídáron men se Zakáriyá námí ek káhin† thá: us kí jorú Hárún ki betion men se thí, aur us ká nám Ilísábát thá.

6 We donon Khudá ke huzúr rástbáz, aur Khudáwand ke sáre hukmon aur qánúnon par be aib chalnewále the.

* Mazbátí. + Yane Pandá.

7 And they had no child, because that Elisabeth was barren, and they both were now well stricken in years.

8 And it came to pass, that while he executed the Priest's office before God in the order of his course,

9 According to the custom of the Priest's office, his lot was to burn incense when he went into the temple of the Lord.

10 And the whole multitude of the people were praying with- | out at the time of incense.

11 And there appeared unto him an angel of the Lord standing on the right side of the altar of incense.

12 And when Zacharias saw him, he was troubled, and fear fell upon him.

13 But the angel said unto him, Fear not, Zacharias: for thy | prayer is heard; and thy wife Elisabeth shall bear thee a son, and thou shalt call his name John.

14 And thou shalt have joy and gladness; and many shall rejoice at his birth.

15 For he shall be great in the sight of the Lord, and shall drink neither wine nor strong drink; and he shall be filled with the Holy Ghost, even from his mother's womb.

16 And many of the children of Israel shall he turn to the Lord their God.

7 Aur un ke larká na thán kyúnki Ilísábát bánjh thí, aur donon búrhe the.

8 Aur aisá húá, ki jad wuh Khudá ke huzúr, apne firqe kí bárí par, Káhin ká károbár kartá thá,

9 Káhiní ke dastúr par us kí chitthí nikli, ki Khudáwand ke haikal* men jáke khushbúí jaláwe.

10 Aur logon kí sárí jamáąt khushbúí jaláte waqt báhar dua máng rahí thí.

11 Tab us ko Khudáwand ká firishta khushbúí jaláne ke muqám kí dahní taraf khaṛá húá dikhái diyá.

12 Zakariyá dekhkar ghabrayá, aur bahut dará.

13 Par firishte ne use kahá, ki Ai Zakáriyá, mat ḍar: ki terí dua suní gaí, aur terí jorú Ilísábát tere liye ek bețá janegí; tú us ká nám Yahiyá rakhná.

14 Aur tujhe khushi o khurramí hogí; aur bahutere us kí paidáish se khush honge.

15 Kyánki wuh Khudáwand ke huzúr buzurg hogá, aur na sharáb, aur na koí nashá píegá; aur apní má ke pet hí se Rúh i Quds se bharjáegá.

16 Aur baní Isráil men se bahuton ko un ke Khudáwand Khudá kí taraf pheregá.

* Khuda ke ghar.

17 And he shall go before him in the spirit and power of Elias, to turn the hearts of the fathers to the children, and the disobedient to the wisdom of the just; to make ready a people prepared for the Lord.

18 And Zacharias said unto the angel, Whereby shall I know this? for I am an old man, and my wife well stricken in years. 19 And the angel answering said unto him, I am Gabriel, that stand in the presence of God; and am sent to speak unto thee, and to shew thee these glad tidings.

20 And, behold, thou shalt be dumb, and not able to speak, until the day that these things shall be performed, because thou believest not my words, which shall be fulfilled in their season. 21 And the people waited for Zacharias, and marvelled that he tarried so long in the temple. 22 And when he came out, he could not speak unto them: and they perceived that he had seen a vision in the temple: for he beckoning unto them, and remained speechless.

23 And it came to pass, that, as soon as the days of his ministration were accomplished, he departed to his own house.

24 And after those days his wife Elisabeth conceived, and hid herself five months, saying,

25 Thus hath the Lord dealt

17 Aur wuh us ke áge, Iliyás kí rúh aur qúwat ke sath chalegá, ki Báp ke dil ko larke kí taraf, náfarmánbardáron ko rástbázon kí samajh ki taraf pherke, Khudáwand ke liye ek mustaidd qaum durust kare.

18 Tab Zakariyá ne firishte ko kahá, Main us ko kyúnkar sach jánún? kyúnki main buṛhá hún, aur meri jorú kí baṛí umr húí.

19 Firishte ne jawab men use kahá, Main Jabraíl hún, jo Khudá ke huzúr házir rahtá hai; aur bhejá gayá, ki tujhe kahún, aur yih khushkhabarí tujhe dúo.

20 Aur, dekh, tú gúngá hojáegá, aur jis din tak ki yih na ho, bol na sakega, isliye ki tú ne merí báton ko, jo apne waqt par púrí hongi, yaqin na kiyá.

21 Aur log Zakáriyá ki ráh dekhte the, aur haikal men us ke der karne se tájjub karte the.

22 Jab wuh báhar áke un se bol na saká: tab unhon ne daryáft kiyá, ki use haikal men kuchh nazar áyá: aur wuh un se isháre kartá thá, aur gúngá rahgayá.

23 Aur aisá háá, ki jab us ki khidmat ke din púre húe, wuh apne ghar gaya.

24 Aur un dinon ke bad, us ki jorú Ilísábát pet se húí, aur us ne pánch mahine tak, apne taín yih kahke chhipayá,

25 Ki Jin dinon men Khudá

with me in the days wherein he looked on me, to take away my reproach among men.

26 And in the sixth month the angel Gabriel was sent from God unto a city of Galilee, named Nazareth,

27 To a virgin espoused to a man whose name was Joseph, of the house of David; and the virgin's name was Mary.

28 And the angel came in unto her, and said, Hail, thou that | art highly favoured, the Lord is with thee: blessed art thou among

women.

29 And when she saw him, she was troubled at his saying, and cast in her mind what manner of salutation this should be.

30 And the angel said unto her, Fear not, Mary: for thou hast found favour with God.

31 And, behold, thou shalt conceive in thy womb, and bring forth a son, and shalt call his name JESUS.

32 He shall be great, and shall be called the Son of the Highest: and the Lord God shall give unto him the throne of his father David:

33 And he shall reign over the house of Jacob for ever; and of his kingdom there shall be no end.

34 Then said Mary unto the angel, How shall this be, seeing I know not a man?

wand ne mujh par nazar kí, mere sáth aisá kiyá, táki logon men se meri sharmandagí dúr kare.

26 Aur chhathe mahine Jabrail firishta Khudá kí taraf se Jalíl ke ek shahr men, jis ká nám Násara thá, bhejá gayá,

27 Ek kunwárí ke pás, jis kí Yúsuf námí ek mard se, jo Dáúd ke gharáne se thá, mangní húí thí; aur us kunwárí ká nám Mariyam thá.

28 Us firishte ne us pás áke kahá, ki Ai pasandída salám, Khudáwand tere sáth: tú auraton men mubárak hai.

29 Par wuh use dekhkar, us kí bát se ghabráí, aur sochne lagí, ki yih kaisá salám hai.

30 Tab firishte ne use kahá, ki Ai Mariyam, mat ḍar; ki tujh par Khudá ká fazl húá.

31 31 Aur, dekb, tú pet se hogí, aur bețá janegí, aur us ká nám ISA' rakhná.

32 Wuh buzurg hogá, aur Khudá tálá ká Betá kahláegá: aur Khudáwand Khudá us ke báp Daúd ká takht use degá:

33 Aur wuh sadá Yaqúb ke gharáne kí bádsháhat karegá; aur us kí bádsháhat áķhir na hogí.

34 Tab Mariyam ne Firishte se kahá, Yih kyúnkar hogá, jis hál men main mard ko nahín jántí?

35 And the angel answered and said unto her, The Holy Ghost shall come upon thee, and the power of the Highest shall overshadow thee: therefore also that holy thing which shall be born of thee shall be called the Son of God.

36 And, behold, thy cousin Elisabeth, she hath also conceived a son in her old age: and this is the sixth month with her, who was called barren.

37 For with God nothing shall be impossible.

38 And Mary said, Behold the handmaid of the Lord; be it unto me according to thy word. And the angel departed from her.

39 And Mary arose in those days,'and went into the hill country with haste, into a city of Juda;

40 And entered into the house of Zacharias, and saluted Elisabeth.

41 And it came to pass, that, when Elisabeth heard the salutation of Mary, the babe leaped in her womb; and Elizabeth was filled with the Holy Ghost:

42 And she spake out with a loud voice, and said, Blessed art thou among women, and blessed is the fruit of thy womb.

43 And whence is this to me, that the mother of my Lord should come to me?

44 For, lo, as soon as the voice of thy salutation sounded in mine

[ocr errors][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small]
« FöregåendeFortsätt »