Sidor som bilder
PDF
ePub

out devils, by whom do your sons cast them out? therefore shall they be your judges.

20 But if I with the finger of God cast out devils, no doubt the kingdom of God is come upon you.

21 When a strong man armed keepeth his palace, his goods are in peace:

22 But when a stronger than he shall come upon him, and overcome him, he taketh from him all his armour wherein he trusted, and divideth his spoils. 23 He that is not with me is against me: and he that gathereth not with me scattereth.

24 When the unclean spirit is gone out of a man, he walketh through dry places, seeking rest; and finding none, he saith, I will return unto my house whence I came out.

25 And when he cometh, he findeth it swept and garnished. 26 Then goeth he, and taketh to him seven other spirits more wicked than himself; and they enter in, and dwell there: and the last state of that man is worse than the first.

27 And it came to pass, as he spake these things, a certain woman of the company lifted up her voice, and said unto him, blessed is the womb that bare thee, and the paps which thou

hast sucked.

ko Balzabúl kí madad se nikáltá hún, to tumháre bețe kis kí madad se nikálte hain? is liye wahí tumhárá insaf karenge.

20 Par agar main, Ķhudá kí qudrat* se dewon ko nikáltá hún, to beshakk Khudá kí bádsháhat tumháre pás á pahunchí. 21 Jab zoráwar ádmí hathyár bándhke apne ghar ki chaukí de, us ká mál bachá rahtá hai:

22 Par agar koí us se zoráwar áke use jíte, to sab hatyár, jis par us ká bharosá hai, chhín letá hai, aur us ke mál ko bánt detá hai.

23 Jo mere sath nahín, merá mukhalif hai: aur jo mere sáth jamą nahin kartá, so bithrátá hai.

24 Jab nápák ráh ádmí se báhar nikaltí, to súkhí jagahon men árám ḍhúnḍhtí phirtí; aur jab nahín pátí, kahtí hai, ki Main apne ghar ko, jis se niklí hún, phir jáúngí.

25 Aur áke, use jhárá aur lais pátí hai.

20 Tab jake aur sát ríhen, jo us se badtar hain, apne sáth látí hai; aur áke us men bastí hai: aur us ádmí ká pichhlá hál pahle se burá hota hai.

27 Aur aisá húá, ki jab wuh yih kahtá thá, ek aurat ne us jamáąt men se pukárke use kahá, Mubárak hai wuh pet, jis men tú rahá, aur wuh chhátíán jo tú ne pín.

* Ungli.

28 But he said, Yea, rather, blessed are they that hear the word of God, and keep it.

29 And when the people were gathered thick together, he began to say, This is an evil generation they seek a sign; and there shall no sign be given it, but the sign of Jonas the propbet.

30 For as Jonas was a sign unto the Ninevites, so shall also the Son of man be to this generation.

31 The queen of the south shall rise up in the judgment with the men of this generation, and condemn them: for she came from the utmost parts of the earth to hear the wisdom of Solomon; and, behold, a greater than Solomon is here.

32 The men of Nineve shall rise up in the judgment with this generation, and shall condemn it for they repented at the preaching of Jonas; and, behold, a greater than Jonas is here. 33 No man, when he hath lighted a candle, putteh it in a secret place, neither under a bushel, but on a candlestick, that they which come in may see the light.

34 The light of the body is the eye: therefore when thine eye is single, thy whole body also is full of light; but when thine eye is evil, thy body also is full of darkness.

35 Take heed therefore that

28 Us ne kahá, Hán, mubárak we hain, jo Khudá ká kalám sunte, aur mánte hain.

29 Aur jab baṛí bhír hone lagí, us ne kahná shurá kiyá, ki Is zamáne ke log bure hain: we nishan dhúnḍhte hain; par koí nishán un ko diyá na jáegá, magar Yúnas nabí ká nishán.

30 Kyunki jaisa Yúnas Niníon ke liye nishán húa, usí tarah háá, ádmí ká Beţá bhí is zamáne ke logon ke liye hogá.

31 Adálat ke din dakkhin kí shahzádí is zamáne ke logon ke sáth uthegí, aur unhen gunahgár tharáwegí: kyúnki wuh zamín ke kináre se Sulaimán kí hikmat sunne áí; aur dekho, yahán Sulaimán se bara hai.

32 Niníon ke log adálat ke din is zamáne ke logon ke sáth uthenge, aur unhen gunahgár tharáwenge: kyunki unhon ne Yúnas kí manádí se tauba kí; aur dekho, yahan Yúnas se bará hai.

33 Koí chirágh jaláke chhipe makán men yá napwa tale nahín rakhtá, balki chirághdán par, táki, andar jánewále roshní dekhen.

34 Badan ká chirágh ánkh hai : is liye jab terí ánkh sáf hai, to terá sárá badan roshan hai; aur jad sáf nahin hai, to terá badan andherá hai.

35 Pas khabardár, aisá na ho,

the light which is in thee be not ki wuh núr jo tujh men hai, darkness. andherá ho jáe.

36 If thy whole body therefore be full of light, having no part dark, the whole shall be full of light, as when the bright shining of a candle doth give thee light.

37 And as he spake, a certain Pharisee besought him to dine with him: and he went in, | and sat down to meat.

38 And when the Pharisee saw it, he marvelled that he had not first washed before dinner.

39 And the Lord said unto him, Now do ye Pharisees make clean the outside of the cup and the platter; but your inward part is full of ravening and wickedness. 40 Ye fools, did not he that made that which is without make that which is within also?

41 But rather give alms of such things as ye have; and, behold, all things are clean unto you.

pass

42 But woe unto you, Pharisees! for ye tithe mint and rue and all manner of herbs, and over judgment and the love of God these ought ye to have done, and not to leave the other undone.

43 Woe unto you, Pharisees! for ye love the uppermost seats in the synagogues, and greetings in the markets.

44 Woe unto you, Scribes and Pharisees, hypocrites! for ye are as graves which appear not, and the men that walk over them are not aware of them.

36 So agar terá badan tamám roshan ho, ki koí áng andherá na rahe, to tamám roshan hogá, aisá ki jaise chirágh apní chamak se tujhe roshan kare.

37 Aur jab wuh bat kartá thá, ek Farísí ne use darkhwást kí, ki us ke sáth kháná khác; tad wuh áke kháne baiṭhá.

38 Aur Farísí ne yih dekh ke, ki us ne kháne ke áge háth na dhoyá, tájjub kiya.

39 Khudáwand ne us ko kahá, ki Ai Farísío, tum piyále aur rik rikábí ko úpar se sáf karte ho; par tumhárá andar lút aur burni se bhará hai.

40 Ai nádán, kyá jis ne báhar ko banáyá, andar ko bhí na banáyá?

41 Pas jo us men hai khairát karo; aur dekho, sab kuchh tumháre liye pák hogá.

42 Par ai Farísío, tum par afsos! ki tum podína, aur sadáb, aur har ek tarkárí kí dahekí dete ho, aur insaf aur Khudá kí mahabbat se kinára karte: chahiye thá, ki in ko karte, aur un ko bhí na chhorte.

43 Ai Farísío, tum par afsos! ki tum įbádatķhánon menu úpar kí jagah, aur bázár men salám ko chahte ho.

44 Ai makkár Faqího, aur Farísío, tum par afsos! ki tum chhipí goron kí mánind ho, ki ádmí jo andar chalte hain, nahín jánte.

[merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][ocr errors]

45 ¶ Tab shariyatsikhlánewálon men se ek ne us ke jawáb men kahá, ki Ai Ustád, in báton ke kahne se hamen bhí malámat karta hai.

46 Us ne kahá, Ai shariyatsikhlánewálo, tum par bhí afsos! ki tum bojhe, jin ká uṭháná kathin hai, ádmíon par ládte ho, aur áp ek unglí se un bojhon ko nahín chhúte.

47 Tum par afsos! ki tum nabíon ke qabron ko banáte ho, aur tumháre báp dádon ne un ko qatl kiya.

48 Pas tum apne báp dádon ke kám par gawáhí dete, aur rází rahte: kyúnki unhon ne un ko qatl kiyá, aur tum un kí qabren banáte ho.

49 Is liye Khudá kí hikmat ne bhí kahá hai, ki Main nabíon our rusúlon ko un ke pás bhejúngá, we un men se bázon ko qatl karenge, aur satáwenge:

50 Táki sab nabíon ká khún, jo dunyá ke shurú se baháyá gayá, is zamáne ke logon se liyá jáe;

51 Habil ke khún se Zakariya ke khin tak, jo qurbángáh aur Khudá ke ghar ke bích men márá gayá: hán, main tum se kahtá húo, ki Isí zamane ke logon se liyá jáegá.

52 Ai shariyatsikhlánewálo, tum par afsos! ki tum ne pahchán kí kunjí lelí: tam áp dákhil na húe; aur dákhil honewalon ko bhí rok rakhá.

53 Jad wuh ye báten un se kah

unto them, the Scribes and the Pharisees began to urge him vehemently, and to provoke him to speak of many things:

54 Laying wait for him, and seeking to catch something out of his mouth, that they might accuse him.

CHAPTER. XII.

rahá thá, Faqih aur Farísí use betarah chimate aur chherne lage, ki bahut báten kare:

54 Aur ghát lagáke, talásh men the, ki us ke munh se koí bát pakar páwen, táki us par faryád karen.

BARAHWAN BAB.

1 Itne men hazáron ádmí jamą húe, is tarah ki ek ek par girá paṛtá thá, us ne apne shágirdon se kahná shuru kiyá, ki Sab se pahile Farísíon ke khamír se, jo makr hai, parhez karo.

1 In the mean time, when there were gathered together an innumerable multitude of people, insomuch that they trode one upon another, he began to say unto his disciples first of all, Beware ye of the leaven of the Pharisees, which is hypocrisy. 2 For there is nothing covered, that shall not be revealed; nei-hín, jo khul na jáe; aur na chhipí, jo jání na jáe.

ther hid, that shall not be known. 3 Therefore whatsoever ye have spoken in darkness shall be heard in the light; and that which ye have spoken in the ear in closets shall be proclaimed upon the housetops.

4 And I say unto you my friends, Be not afraid of them that kill the body, and after that have no more that they can do.

[blocks in formation]

2 Kyúnki koí chíz ḍhampi na

3 Is liye ki jo kuchh tum andhere men kahte, únjále men sunáyá jáegá; aur jo kuchh tum ne kothríon men kánon kán kahá, kothon par manádí kiyá jáegá.

4 Magar main tum se, jo mere dost ho, kahtá hún, ki Un se, jo badan ko qatl karte hain, aur bád us ke kuchh aur kar nahín sakte, mat daro.

5 Lekin main tumhen batátá hún, ki kise daro: Use ḍaro, jis ko márne ke bad ikhtiyár hai, ki jahannam men dále; hán, main tumhen kahtá hún, ki Use daro.

6 Kyá do paise kí pánch chiráen nahín biktí, par kisí ko un men se Khudá bhálá nahín?

« FöregåendeFortsätt »