Sidor som bilder
PDF
ePub

7 But even the very hairs of your head are all numbered. Fear not therefore: ye are of more value than many spar

rows.

8 Also I say unto you, Whosoever shall confess me before men, him shall the Son of man also confess before the angels of God:

9 But he that denieth me before men shall be denied before the angels of God:

10 And whosoever shall speak a word against the Son of man, it shall be forgiven him: but unto him that blasphemeth against the Holy Ghost it shall not be forgiven.

11 And when they bring you unto the synagogues, and unto magistrates, and powers, take ye no thought how or what thing ye shall answer, or what ye shall

say:

12 For the Holy Ghost shall teach you in the same hour what ye ought to say.

13 ¶ And one of the company said unto him, Master, speak to my brother, that he divide the inheritance with me.

14 And he said unto him, Man, who made me a judge or a divider over you?

15 And he said unto them, Take heed, and beware of covetousness: for a man's life consisteth not in the abundance of the things which he possesseth.

16 And he spake a parable unto

7 Balki tumháre sir ke sab Pas mat bál bhí gine hain. ḍaro: tum bahut chiṛiyon se bibtar ho.

8 Aur main tumhen kahtá hún, ki Jo ádmíon ke áge merá iqrár kare, ádmí ká Betá bhí Khudá ke firishton ke áge us ká iqrár karegá:

9 Par jo ádmíon ke áge merá inkár kare, Khudá ke firishton ke áge us ká inkár hogá.

10 Aur jo koí ádmí ke Bete ke haqq men burí bát kahe, us ko muaf hogá: par jo Rúh i Quds ke haqq men kufr kahe, us ko muaf na hogá.

11 Aur jab we tum ko įbádatkhánon men, aur hákimon, aur ikhtiyárwálon ke pás lejáen, to fikr na karo, ki kaisá yá kyá jawáb doge, aur kyá kahoge :

12 Kyunki Rúh i Quds usí dam tumhen sikháwegá ki kyá kahá chahiye.

13 Aur jamáąt men se ek ne use kahá, ki Ai Ustád, mere bhái se kah, ki mujhe mírás bánt de.

14 Par us ne use kahá, ki Admí, kis ne mujhe tum par qází yá bánṭnewálá muqarrar kiyá?

15 Aur us ne un se kahá, ki Khabardár raho, aur lálach se kinára karo: kyúnki kisú kí zindagí us ke mál kí ziyádatí se nahín.

16 Aur us ne un se ek tamsil

them, saying, The ground of a certain rich man brought forth plentifully :

17. And he thought within himself, saying, What shall I do, because I have no room where to bestow my fruits?

18 And he said, This will I do: I will pull down my barns, and build greater; and there will I bestow all my fruits and my goods.

19 And I will say to my soul, Soul, thou hast much goods laid up for many years; take thine ease, eat, drink, and be merry. 20 But God said unto him, Thou fool, this night thy soul shall be required of thee: then whose shall those things be, which thou hast provided?

21 So is he that layeth up treasure for himself, and is not rich toward God.

22 ¶ And he said unto his disciples, Therefore I say unto you, Take no thought for your life, what ye shall eat; neither for the body, what ye shall put on.

23 The life is more than meat, and the body is more than raiment.

24 Consider the ravens: for they neither sow nor reap; which neither have storehouse nor barn; and God feedeth them: how much more are ye better than the fowls?

25 And which of you with

❘ kahí, ki Ek daulatmand kí khetí bahut lagí:

17 Wuh apne dil men sochne lagá, ki Main kya karún, ki mere yahan jagah nahín, ki apná hásil jamą karún?

18 Tab us ne kahá, Main yih karúngá: ki apní koṭhíán ḍháúngá, aur baṛí banáúngá; aur wahán apná tamám hásil aur mál jamą karúngá.

19 Aur apní ján se kahúngá, ki Ai ján, tere pás bahut sá mál barason ke liye jamą hai; chain kar, khá, pí, khush rah.

20 Magar Khudá ne use kahá, Ai nádán, isí rát terí ján tujh se mángenge: pas jo tú ne taiyár kiyá, kis ká hogá?

21 Aisáhí wuh hai, jo apne liye khazána jamą karta hai, aur Khudá ke pás daulat nahin jamą kartá.

22 ¶ Phir us ne apne shágirdon se kahá, Isliye main tum se kahtá hún, ki Apní ján ke wáste fikr na karo, ki ham kyá kháenge; aur na badan ke liye, ki kyá pahinenge.

23 Ki ján khurák se baṛí hai, aur badan poshak se.

24 Kawwon ko dekho: ki na bote, na káṭte hain; aur na un ke khattá na kothí hai; tau bhí Khudá unhen khilátá hai: tum to chiriyon se kahín bihtar ho?

25 Tum men se kaun hai, ki

taking thought can add to his stature one cubit?

26 If ye then be not able to do that thing which is least, why take ye thought for the rest? 27 Consider the lilies how they grow they toil not, they spin not; and yet I say unto you, that Solomon in all his glory was not arrayed like one of these.

28 If then God so clothe the grass, which is to day in the field, and to morrow is cast into the oven; how much more will he clothe you, O ye of little

faith?

29 And seek not ye what ye shall eat, or what ye shall drink, neither be ye of doubtful mind. 30 For all these things do the nations of the world seek after: and your Father knoweth that ye have need of these things.

31 ¶ But rather seek ye the kingdom of God; and all these things shall be added unto you. 32 Fear not, little flock; for it is your Father's good pleasure to give you the kingdom.

33 Sell that ye have, and give alms; provide yourselves bags which wax not old, a treasure in the heavens that faileth not, where no thief approacheth, neither moth corrupteth.

34 For where your treasure is, there will your heart be also.

35 Let your loins be girded

fikr karke apne qadd* ek háth barhá sake?

26 Pas jab itní chhoțí bát nahín kar sakte, to kis liye báqí chíz kí fikr karte ho?

27 Sosan ko dekho, ki kaisí barhti hain: we na mihnat kartí, na kátí hain; par main tumhen kahta hun, ki Sulaimán ne apní sárí shán shaukat men un men se ek kí mánind na pahná.

28 Jab Khudá ghás ko, jo áj maidán men hai, aur kal tanúr men chhonkí játí, aisá pahináyá; to ai kamiątiqádo, kitná ziyáda wuh tumhen pahnáwegá?

29 Aur tum fikr na karo, ki ham kya kháenge, kyá píenge, aur na ghabráo.

30 Kyunki in sab chízon kí dunyá ke log fikr karte hain: par tumhárá Báp jántá hai, ki tum un ke muhtáj ho.

31 Balki Khudá kí bádsháhat dhúndho; ki tumhen ye sab chízen milengí.

32 Ai chhote jhund mat dar; kyúnki tumháre Báp ko pasand áyá, ki bádsháhat tumhen de.

33 Jo kuchh tumhárá hai, becho, aur khairát karo; apne liye thailíán jo purání nahín hotín, khazána jo nahín ghattá, ásmán par jahán chor nahín átá, aur kírá nahín khátá, jamą karo. 34 Kyunki ja hán tumhárá khazána hai, wahín tumhárá dil bhí rahegá.

35

Chahiye ki tumhárí kamar

* Yá umr men ek ghari.

about, and your lights burn- bandi rahe, aur tumhárá diyá jaltá rahe;

ing;

36 And ye yourselves like unto men that wait for their lord, when he will return from the wedding; that when he cometh and knocketh, they may open unto him immediately.

37 Blessed are those servants, whom the Lord when he cometh shall find watching: verily I say unto you, that he shall gird himself, and make them to sit down to meat, and will come forth and serve them.

38 And if he shall come in the second watch, or come in the third watch, and find them so, blessed are those servants.

39 And this know, that if the goodman of the house had known what hour the thief would come, he would have watched, and not have suffered his house to be broken through.

40 Be ye therefore ready also: for the Son of man cometh at an hour when ye think not.

41 ¶ Then Peter said unto him, Lord, speakest thou this parable unto us, or even to all?

42 And the Lord said, Who then is that faithful and wise steward, whom his lord shall make ruler over his household, to give them their portion of meat in due season?

43 Blessed is that servant, whom his lord when he cometh shall find so doing.

44 Of a truth I say unto you,

36 Aur tum un ádmíon kí mánind ho, ki apne khudáwand kí ráh dekhte hain, ki kab wuh shádí men se áwe; táki jab áwe, aur khatkhatáwe, jhat us ke wáste darwáza khol den.

37 Mubárak hain we naukar, jin ko kháwind áke, jágtá páwe: main tumhen sach kahtá hún, ki wuh áp kamar bándhke unhen kháne bitháwegá, aur áke un kí khidmat karegá.

38 Aur agar wuh dúsre pahar, yá tísre pahar áwe, aur aisá páwe, to mubárak hain we naukar.

39 Yih jante ho, ki agar ghar ká málik jántá, ki chor kis ghaṛí áwegá, to jágtá rahtá, aur apne ghar men sendh na dene detá.

40 Pas tum bhí taiyár raho: ki jis ghari tum khiyál nahín karte, ádmí ká Betá áwegá.

41 Tab Pitras ne use kahá, ki Ai khudáwand, tú yih tamsil ham se kahta hai, yá sab se?

42 Khudáwand ne kahá, Kaun hai wuh diyánatdár aur dáná khánsámán, jis ko khudáwand apne naukaron par muqarrar kare, ki un ke hisse kí roțián waqt par diyá kare?

43 Mubárak hai wuh naukar, jise us ká kháwind áke aisáhí karte páwe.

44 Main tum se sach kahtá húin,

that he will make him ruler over all that he hath.

45 But and if that servant say in his heart, My lord delayeth his coming; and shall begin to beat the men servants and maidens, and to eat and drink, and to be drunken;

46 The lord of that servant will come in a day when he looketh not for him, and at an hour when he is not aware, and will cut him in sunder, and will appoint him his portion with the unbelievers. | 47 And that servant, which knew his lord's will, and prepared not himself, neither did according to his will, shall be beaten with many stripes.

48 But he that knew not, and did commit things worthy of stripes, shall be beaten with few stripes. For unto whomsoever much is given, of him shall be much required: and to whom men have committed much, of him they will ask the more.

49 I am come to send fire on the earth; and what will I, if it be already kindled?

50 But I have a baptism to be baptized with; and how am I straitened till it be accomplished! 51 Suppose ye that I am come to give peace on earth? I tell you, Nay; but rather division: 52 For from henceforth there shall be five in one house divided, three against two, and two against three.

53 The father shall be divided

ki use apne sáre mál par mukhtár karegá.

45 Par agar wuh naukar apne dil men kahe, ki Merá kháwind áne men der karta hai; aur gbulám laundíon ko márná, aur kháná píná, mast honá shurą kare;

46 To us naukar ká kháwind aise din, ki wuh ráh na take, aur aisí gharí, ki wuh na jáne, áwegá, aur us ko do tukre karke, us ká hissa beímánon ke sath muqarrar karegá.

47 Par wub naukar, jis ne apne kháwind kí murád jání, par apne taín taiyár na rakhá, aur us kí murád kí muwáfiq na kiyá, bahut már kháegá.

48 Par jis ne na jáná, aur már kháne ká kám kiyá, thoṛí már kháegá. So jise bahut diyá gayá, us se bahut lekhá lenge: aur jise bahut ziyáda sompá gayá, us se ziyáda mángenge.

49 Main zamín par ág lagáne áyá hún; aur main kyá cháhtá hún, ki lag chuki hoti?

50 Par mujhe ek baptismá páná hai; aur main kaisá tang hún, jab tak púrá na ho!

51 Kyá tum khiyál karte ho, ki main zamín par mel karwáne áyá hún? Nahín, main tumhen kahtá hin; balki judáí:

52 Kyunki ab se ek ghar ke pánch ádmí, tín do ke barkhilaf honge, aur do tín ke.

53 Aur báp bețe se, aur bețá

« FöregåendeFortsätt »