Sidor som bilder
PDF
ePub

by the angels into Abraham's bosom: the rich man also died, and was buried;

23 And in hell he lift up his eyes, being in torments, and seeth Abraham afar off, and Lazarus in his bosom.

24 And he cried and said, Father Abraham, have mercy on me, and send Lazarus, that he may dip the tip of his finger in water, and cool my tongue; for I am tormented in this flame.

25 But Abraham said, Son, remember that thou in thy life time receivedst thy good things, and likewise Lazarus evil things: but now he is comforted, and thou art tormented.

26 And beside all this, between us and you there is a great gulf fixed: so that they which would pass from hence to you cannot; neither can they pass to us, that would come from thence.

27 Then he said, I pray thee therefore, father, that thou wouldest send him to my father's house:

28 For I have five brethren; that he may testify unto them, lest they also come into this place of torment.

29 Abraham saith unto him, They have Moses and the prophets; let them hear them.

30 And he said, Nay, father Abraham: but if one went unto them from the dead, they will repent.

31 And he said unto him, If

Ibrahim ki god men rakhá: aur daulatmand bhí múá, aur gárá gayá;

23 Us ne dozakh men apní ánkh uthake, azáb men hoke Ibráhím ko dár se dekhá aur us kí god men Lázar ko.

24 Aur us ne pukárke kahá, ki Ai báp Ibráhím, mujh par rahm kar, aur Lazar ko bhej, ki apní unglí ká sirá pání se bhigáke, merí zabán thanḍhí kare; kyúnki main is lau men taraptá hún.

25 Tab Ibráhím ne kahá, ki Ai bețá, yád kar, ki tú apní zindagi men achchhí chízen lechuká, aur Lazar burí chizen: so ab wuh tasallí pátá hai, aur tú taṛaptá hai.

26 Aur in sab ke siwá, hamáre tumháre darmiyán ek baṛá gaṛhá hai: aisá ki jo yáhán se tumháre pás jáyá cháhe, na sake; aur na jo log wahán hain, is pár hamáre pás á sakte.

27 Tab us ne kahá, Pas ai báp, terí minnat kartá hún, ki tú is ko mere báp ke ghar bhej:

28 Kyúnki mere pánch bhái hain; un ko chitáwe, aisá na ho, ki we bhí is dukh kí jagah men

áwen.

29 Ibráhím ne use kahá, ki Un ke pás Músá aur nabí hain; chahiye ki we un kí sunen. 30 Us ne kahá, Nahín, ai báp Ibrahim: par agar koi murdon men se un ke pás jáe, we tauba karenge.

31 Us ne use kahá, ki Jab we

they hear not Moses and the prophets, neither will they be persuaded, though one rose from the dead.

CHAPTER XVII.

1 Then said he unto the disciples, It is impossible but that offences will come: but woe unto him through whom they come ! 2 It were better for him that a milstone were hanged about his neck, and he cast into the sea, than that he should offend one of these little ones.

3 ¶ Take heed to yourselves: if thy brother trespass against thee, rebuke him; and if he repent, forgive him.

4 And if he trespass against thee seven times in a day, and seven times in a day turn again to thee, saying, I repent; thou shalt forgive him.

5 And the apostles said unto the Lord, Increase our faith.

6 And the Lord said, If ye had faith as a grain of mustard seed, ye might say unto this sycamine tree, Be thou plucked up by the root, and be thou planted in the sea; and it should obey you. 7 But which of you, having a servant plowing or feeding cattle, will say unto him by and by, when he is come from the field, Go and sit down to meat?

Músá aur Nabíon kí na súnenge, to agar murdon men se koí uthe, us kí na mánenge.

SATRAHWAN BAB.

1 Phir us ne shágirdon se kahá, Yih nahin ho saktá, ki thokar khilánewálí chízen na áwen: par afsos us par, jis ke sabab áwen! 2 Agar chakkí ká pát us ke gale men bándhke daryá men phenkte, yih us ke liye us se bihtar hotá, ki wuh ek ko in chhoton men se thokar khiláwe.

3 Khabardár raho: Agar terá bháí terá gunah kare, use jatá de; agar tauba kare, use muaf kar.

4 Aur agar ek din men sát bár terá gunáh kare, aur ek din men sát bár áke kahe, ki Tauba kartá hún; use mụát kar.

5 Tab Rusúlon ne Khudáwand se kahá, ki Hamárá ímán ziyáda kar.

6 Khudáwand ne kahá, ki Agar tum men ráí ke barábar ímán ho, to jab tum is gúlar ko kaho, ki Jar se ukharke daryá men lagjá ; to tumhárí mánegá.

7 Aur tum meu se kaun hai, jis ká ek naukar hal jote, yá charwáhí kare, jab khet se awe, use kahe, ki A ab kháne baith?

8 Aur use na kahe, ki Merá

8 And will not rather say unto him, Make ready wherewith Ishám ká kháná taiyár kar, aur

may sup, and gird thyself, and serve me, till I have eaten and drunken; and afterward thou shall eat and drink?

9 Doth he thank that servant because he did the things that were commanded him? I trow not.

10 So likewise ye, when ye shall have done all those things which are commanded you, say, We are unprofitable servants : we have done that which was our duty to do.

11 ¶ And it came to pass, as he went to Jerusalem, that he passed through the midst of Samaria and Galilee.

12 And as he entered into a certain village, there met him ten men that were lepers, which stood afar off:

13 And they lifted up their voices, and said, Jesus, Master, have mercy on us.

14 And when he saw them, he said unto them, Go shew yourselves unto the Priests. And it came to pass, that, as they went, they were cleansed.

15 And one of them, when he saw that he was healed, turned back, and with a loud voice glorified God,

16 And fell down on his face at his feet, giving him thanks: and he was a Samaritan.

17 And Jesus answering said, Were there not ten cleansed? but where are the nine?

18 There are not found that re

jabtak kháún píún, kamar bándhke merí khidmat kar; bád us ke tú áp khá pí ?

9 Kyá wuh us naukar ká ihsán mántá hai, ki jo kám us ne farmáe the, kiye? main jántá nahín.

10 Isí tarah tum bhí, jab sab kuchh, jo tumháre liye farmáyá gayá, kar chuke, to kaho, ki Ham náláiq bande hain: kyunki jo ham pai karná wájib thá, wahi kiyá.

11 ¶ Aur aisá húá, ki jab Aurshalím ko játá thá, Samariya aur Jalil ke bich se guzrá.

12 Aur ek bastí men játe húe das korhí use mile, jo dúr khare the:

13 Unhon ne chilláke kahá, ki Ai sá, Ai sáhib, ham par rahm kar.

14 Us ne dekkhe, unhen kahá, ki Jáke apne taín káhinon ko dikháo. Aur aisá húa, ki we jate hie change hogaye. húe

15 Aur ek ne un men se jab dekhá, ki changá húá, baṛí áwáz se Ķhudá kí taríf kartá húá phirá,

16 Aur munh ke bal sá ke páon par girke, us ká shukr kiyá : aur wuh Sámarí thá.

17 Tab sá ne jawab men kahá, ki Kya dason sáf na húe? phir we nau kahan hain?

18 Kyá siwá is pardesí ke koí

turned to give glory to God, save this stranger.

19 And he said unto him, Arise, go thy way: thy faith hath made thee whole.

20 And when he was demanded of the Pharisees, when the kingdom of God should come, he answered them and said, The kingdom of God cometh not with observation:

21 Neither shall they say, Lo, here! or, lo there! for, behold, the kingdom of God is within you.

22 And he said unto the disciples; The days will come, when ye shall desire to see one of the days of the Son of man, and ye shall not see it.

23 And they shall say to you, See here; or, see there: go not after them, nor follow them.

24 For as the lightning, that lighteneth out of the one part under heaven, shineth unto the other part under heaven; so shall also the Son of man be in his day. 25 But first must he suffer many things, and be rejected of this generation.

26 And as it was in the days of Noe, so shall it be also in the days of the Son of man.

27 They did eat, they drank, they married wives, they were given in marriage, until the day that Noe entered into the ark, and the flood came, and destroyed them all.

|

na milá, ki phirke Khudá kí táríf kare.

19 Aur use kahá, Uṭhke rawána ho: tere ímán ne tujhe bacháyá.

20 se púchhá, ki Ķhudá kí bádsháhat kab áwegí, us ne jawab men un se kahá, ki Khudá kí bádsháhat namúd ke sáth nahín átí:

Aur jab Farísíon ne us

21 Aur na kahenge, ki Dekho yahan yá dekho wahan hai! kyúnki dekho, Khudá kí bádsháhat tum men hai.

22 Aur Shágirdon se kahá, We din áwenge, jab árzú karoge, ki ádmí ke Bete ke dinon men se ek ko dekho, aur na dekhoge..

23 Aur tum se kahenge, ki Dekho yahán, yá dekho wahán hai: tú mat nikliyo, aur píchhe na jáiyo.

24 Kyúnki jaisí bijlí, jo ásmán ki ek taraf se kaundhke dúsrí taraf chamakti hai; aisí hí ádmí ká Betá bhí apne dinon men hoga.

25 Lekin pahle zarúr hai, ki wuh bahut dukh utháwe, aur is zamáne ke logon se radd kiyá jáwe.

26 Aur jaisa ki Núh ke dinon men húá, isí tarah ádmí ke Bete ke dinon men bhí hogá.

27 Ki log kháte, píte, byáh karte, byahe játe the, us din tak, ki Núh náo par charhá, aur túfán ne ake sab ko barbád kiyá.

28 Likewise also as it was in the days of Lot; they did eat, they drank, they bought, they sold, they planted, they builded;

29 But the same day that Lot went out of Sodom it rained fire and brimstone from heaven, and destroyed them all.

30 Even thus shall it be in the day when the Son of man is revealed.

31 In that day, he which shall be upon the housetop, and his stuff in the house, let him not come down to take it away: and he that is in the field, let him likewise not return back. 32 Remember Lot's wife.

33 Whosoever shall seek to save his life shall lose it; and whosoever shall lose his life shall preserve it.

34 I tell you, in that night there shall be two men in one bed, the one shall be taken, and the other shall be left.

35 Two women shall be grinding together; the one shall be taken, and the other left.

36 Two men shall be in the field; the one shall be taken, and the other left.

37 And they answered and said unto him, Where, Lord? And he said unto them, Wheresoever the body is, thither will the eagles be gathered together.

28 Aur jaisá ki Lút ke dinon men húá; ki log kháte, píte, aur kharid farokht karte, aur bote o banáte the;

29 Par jis din ki Lít Sadúm se niklá, ág aur gandhak ne ásmán se baraske sab ko barbad kiyá.

30 So isí tarah hogá, jis din ki ádmí ká Betá záhir hogá.

31 Us din, jo kothe par ho, aur us ká asbáb ghar men, us ke lene ke wáste níche na áwe: aur jo khet men ho, waisá hí píchhe na phire.

32 Lút kí jorú ko yád karo. 33 Jo shakhs cháhe, ki apní ján bacháwe, use khoegá; aur jo shakhs apní ján khoe, use bacháwegá.

34 Aur main tum se kahtá hún, ki us rát do ádmí, jo ek palang par honge, ek pakaṛá, dúsrá chorá jáegá.

35 Aur do auraten jo ek sáth chakkí pístí hongí, ek pakaṛí, dúsrí chhorí jáegí.

36 Aur do ádmí, jo khet men honge, ek pakaṛá, dúsrá chhorá jáegá.

37 Unhon ne jawab men use kahá, ki Ai Ķhudáwand, kahán? Us ne un se kahá, Jahán ki murda hai, gidh wahín jamą honge.

« FöregåendeFortsätt »