Sidor som bilder
PDF
ePub

shall ask the Father in my name,

he will give it you.

ye

24 Hitherto have asked nothing in my name: ask, and ye❘ shall receive, that your joy may be full.

25 These things have I spoken unto you in proverbs: but the time cometh, when I shall no more speak unto you in proverbs, but I shall shew you plainly of the Father.

26 At that day ye shall ask in

my name: and I say not unto you, that I will pray the Father for you:

27 For the Father himself loveth you, because ye have loved me, and have believed that I came out from God.

28 I came forth from the Father, and am come into the world: again, I leave the world, and go to the Father.

29 His disciples said unto him, Lo, now speakest thou plainly, | and speakest no proverb.

30 Now are we sure that thou knowest all things, and needest not that any man should ask thee: by this we believe that thou camest forth from God.

31 Jesus answered them, Do ye now believe?

32 Behold, the hour cometh, yea, is now come, that ye shall be scattered, every man to his own, and shall leave me alone: and yet I am not alone, because the Father is with me..

[ocr errors]

mere nám se tum Báp se máu goge, wuh tumhen degá.

24 Abtak tum ne mere nám se kuchh nahín mángá: mángo, aur tum páoge, táki tumhárí khushí bhar púrí howe.

25 Main ne ye báten tumhen kaháwaton men kahin: par waqt átá hai, jab ki main tumheu kaháwaton men phir na kahúngá, balki khol kholke Báp ke haqq men tumhen kahúngá.

"2

26 Tab tum mere nám se mángoge: aur main tumhen nahín kahtá, ki Main Báp se tumháre liye cháhúngá :

27 Kyúnki Báp to áphí tumhen piyár karta hai, isliye ki tum log mujhe piyár karte ho, aur ímán láe ho, ki main Báp ke pás se áyá hún. 28 Main Báp ke pás se dunyá men áyá: phir, dunya ko chhoṛke Báp pás játá hún.

29 Us ke shagirdon ne jawáb diyá, ki Ab áp kholke kahte hain, aur kahawaton men nahin.

30 Ab ham khúb jante hain, ki áp sab kuchh jante hain, aur muhtáj nahín, ki áp se koí kuchh púchhe: is se ham sach mánte hain, ki áp Khudá ke pás se de hain..

31 sá ne unhen jawáb diyá, Kyá tum log ab sach mánte ho?

32 Dekho, waqt átá hai, hán, áyá hai, ki tum men se harek apní apní taraf chhitar jáegá, aur mujhe akelá chhor degá: tadbhí main akelá nahín, kyúnki Báp mere sath hai,

33 These things I have spoken unto you, that in me ye might have peace. In the world ye shall have tribulation: but be of good cheer; I have overcome the world.

CHAPTER XVII.

33 Main ne tumhen ye báten kahín, táki mujh men árám páo. Tum dunyá men dukh páoge: par khátirjamą rakkho; kyúnki main ne dunya ko jítá hai.

SATRAHWAN BAB. 1 In báton ke píchhe apní ánkhen ásmán kí taraf uṭhá

sá ne

is ke kahá, ki Ai Báp, want pahun

1 These words spake Jesus, and lifted up his eyes to heaven, and said, Father, the hour is come; glorify thy Son, that thy Son also may glorify thee:

2 As thou hast given him power over all flesh, that he should give eternal life to as many as thou hast given him.

3 And this is life eternal, that they might know thee the only true God, and Jesus Christ, whom thou hast sent.

4 I have glorified thee on the earth: I have finished the work which thou gavest me to do.

5 And now, O Father, glorify thou me with thine own self with the glory which I had with thee before the world was.

6 I have manifested thy name unto the men which thou gavest me out of the world: thine they were, and thou gavest them me; and they have kept thy word.

7 Now they have known that all things whatsoever thou hast given me are of thee.

8 For I have given unto them

chá hai; apne Farzand kí buzurgí kar, táki terá Farzand terí buzurgí kare:

2 Jaisa ki tú ne use sab ádmíon par qudrat dí hai, táki wuh un sab ko, jinhen tú ne use diyá hai, hamesha ki zindagí dewe. 3 Aur hamesha ki zindagi yih hai, ki we tujh akele sachche Khudá ko, aur tere bheje húe Įsá Masih ko jánen.

4 Main ne zamín par terí buzurgí kí hai: jo kám tú ne mujhe farmaya hai, maiŋ ne use púrá kiya hai.

5 Aur ab, Ai Báp, apne sáth us buzurgí se merí buzurgí kar, jo dunyá kí paidáish se pahle main tere sath rakhtá thá.

6 Main ne tere nám ko un logou par záhir kiyá, jinhen tú ne dunyá men se mujhe diya hai: we tere the, aur tú ne unhen mujhe diyá hai; aur unhon ne terí bát ko mán liya hai.

7 Ab we jante hain, ki sab chízen, jo tú ne mujhe dín, terí

taraf se hai.

8 Kyunki jo kalám tú ne mujhe

the words which thou gavest me; and they have received them, and have known surely that I came out from thee, and they have believed that thou didst send me.

9 I pray for them: I pray not for the world, but for them which thou hast given me; for they are thine.

10 And all mine are thine, and thine are mine; and I am glorified in them.

11 And now I am no more in the world, but these are in the world, and I come to thee. Holy Father, keep through thine own name those whom thou hast given me, that they may be one,

as we are.

12 While I was with them in the world, I kept them in thy name: those that thou gavest me I have kept, and none of them is lost, but the son of perdition; that the Scripture might be fulfilled.

13 And now come I to thee; and these things I speak in the world, that they might have my joy fulfilled in themselves.

14 I have given them thy word; and the world hath hated them, because they are not of the world, even as I am not of the world.

15 I pray not that thou shouldest take them out of the world, but that thou shouldest keep them from the evil.

diyá hai, main ne unhen diyá hai; aur unhon ne use qabúl kiyá, aur sach jáná hai, ki maiŋ tere pás se niklá, aur we ímán láe hain, ki tú ne mujhe bhejá.

9 Main un ke liye duá mángtá hún: main dunyá ke liye nahín, magar un ke liye, jinhen tú ne mujhe diya hai, duá mángtá hún; kyúnki we tere hain.

10 Aur sab mere tere hain, aur tere mere hain; aur main un men buzurgí pátá hún.

11 Age main dunyá men na rahúngá, par ye dunyá men hain, aur main tere pás átá hún. Ai Pák Báp, jinhen tú ne mujhe diyá hai, unhen apne nám se salámat rakh, táki jaisá ham ek hain, taisa we bhí ek howen.

12 Jinhen tú ne mujhe diya hai, jabtak main dunyá men un ke sáth thá, main ne tere nám se unhen salámat rakhá hai: aur halákat ke farzand ke siwá un men se koí kho na gayá, táki kitáb púrí ho.

13 Par ab main tere pás átá hún; aur dunyá men hote húe main ye baten kahtá hún, táki merí khushí un men púrí howe.

14 Main ne terá kalám unhen diya hai; aur dunyá un se dushmaní kartí hai, kyúnki we dunyá ke nahin hai, jaisá main dunyá ká nahín hún.

15 Main yih dua nahín mángtá, ki Tú unhen dunyá men se uțhá dále, par yih ki tú unhen badí se bachawe.

16 They are not of the world, even as I am not of the world.

17 Sanctify them through thy truth: thy word is truth.

18 As thou hast sent me into the world, even so have I also sent them into the world.

19 And for their sakes I sanctify myself, that they also might be sanctified through the truth.

20 Neither pray I for these alone, but for them also which shall believe on me through their word;

21 That they all may be one; as thou, Father, art in me, and I in thee, that they also may be one in us that the world may believe that thou hast sent me.

22 And the glory which thou gavest me I have given them; that they may be one, even as we

[merged small][merged small][merged small][merged small][ocr errors]

16 Jaisa ki main dunyá ká nahin hún, taisá we bhí dunyá ke nahin hain.

17 Unhen apní sachái se pák kar: terá kalám sachchá hai. 18 Jis tarah tú ne mujhe dunyá men bhejá hai, us tarah main ne bhí unhen dunyá men bhejá hai.

19 Aur un ke liye main apne ko pák karta hún, táki we bhí sacháí se pák kiye jáen.

20 Main sirf un ke wáste duá nahín mángtá, par un ke liye bhí, jo un ke kalám se mujh par ímán láwenge;

21 Táki sab ek howen; jaisá ki tú, Ai Báp, mujh men, aur main tujh men hún, we bhí ham men ek hon: táki dunya sach máne, ki tú ne mujhe bhejá hai.

22 Aur tú ne wuh buzurgi mujhe di hai, jo main ne unhen dí dí hai; táki jaisá ham ek hain, taisá we ek howen:

23 Main un men, aur tú mujh men, táki un ká ek honá párá howe; aur táki dunyá jáne, ki tú ne mujhe bhejá hai, aur jaisá mujhe piyár karta hai, taisá unhen piyár kartá hai.

24 Ai Báp, main cháhtá húng ki jinhen tú ne mujhe diyá hai. jaháu main hún, tahán we mere sáth howen; táki we meri buzurgí ko dekhen, jo tú ne mujhe dí: kyúnki tú ne dunyá kí paidáish se áge mujhe piyár kiyá.

25 Ai munsif Báp, dunya tujhe nahin jánti hai: magar main tujhe jántá húg, aur we jante

[ocr errors]

have known that thou hast sent

me.

26 And I have declared unto them thy name, and will declare it: that the love wherewith thou hast loved me may be in them, and I in them.

CHAPTER XVIII.

1 When Jesus had spoken these words, he went forth with his disciples over the brook Cedron, where was a garden, into the which he entered, and his disciples.

2 And Judas also, which betrayed him, knew the place: for Jesus ofttimes resorted thither with his disciples.

3 Judas then, having received a band of men and officers from the Chief Priests and Pharisees, cometh thither with lanterns and torches and weapons.

4 Jesus therefore, knowing all things that should come upon him, went forth, and said unto them, Whom seek ye?

5 They answered him, Jesus of Nazareth. Jesus saith unto them, I am he. And Judas also, which betrayed him, stood with them.

6 As soon then as he had said unto them, I am he, they went backward, and fell to the ground. 7 Then aksed he them again, Whom seek ye? And they said, Jesus of Nazareth.

8 Jesus answered, I have told you that I am he: if therefore

hain, ki tú ne mujhe bhejá hai.

26 Aur main ne terá nám unpar záhir kiya hai, aur záhir karúngá : táki jis piyár se tú ne mujhe piyár kiyá hai, wuh un men bhí ho, aur main un men hún.

ATHARAHWAN BAB. 1 Ye báten kahke, sá apne shágirdon ke sáth Kidron ke nále pár utrá; wahán ek bághcha thá, jis men wuh aur us ke shágird

gae.

2 Aur Yahúdá, jis ne use pakaṛwáyá, wuh jagah jántá thá, kyúnki jab tab sá apne shágirdon ke sáth wahán jáyá kartá thá.

3 Tab Yahídá sipáhíon kí ek jamáat, aur Sardár Pádríon aur Farísíon se piyáde leke lálten, aur mashal aur hathyáron ke sáth wahán áyá.

4 Par sá apne úpar honewálí sab báton ko jánke, báhar niklá, aur unhe pichhá, ki Tum kise dhúndhte ho?

5 Unhon ne jawáb diyá, ki ṛsá Násarí ko. sá ne jawáb diyá, ki Main hún. Us waqt us ká pakaṛwánewálá un ke sath khará

thá.

6 Johin us ne unhen kahá, ki Main hún, tohín we píchhe hatke zamín par gir pare.

7 Tab us ne phir unheu púchhá, ki Tum kise dhúndhte ho? we bole, ki sá Násarí ko.

8 sá ne jawab diyá, ki Main ne to tumhen kah diyá, ki main

« FöregåendeFortsätt »