Sidor som bilder
PDF
ePub

41 He first findeth his own brother Simon, and saith unto him, We have found the Messias, which is, being interpreted, the Christ.

42 And he brought him to Jesus. And when Jesus beheld him, he said, Thou art Simon the son of Jona: thou shalt be called Cephas, which is by interpretation, A stone.

43 The day following Jesus would go forth into Galilee, and findeth Philip, and saith unto him, Follow me.

44 Now Philip was of Bethsaida, the city of Andrew and Peter.

45 Philip findeth Nathanael, and saith unto him, We have found him, of whom Moses in the law, and the prophets, did write, Jesus of Nazareth, the son of Joseph.

46 And Nathanael said unto him, Can there any good thing come out of Nazareth? Philip saith unto him, Come and see.

47 Jesus saw Nathanael coming to him, and saith of him, Behold an Israelite indeed, in whom is no guile !

48 Nathanael saith unto him, Whence knowest thou me? Jesus answered and said unto him, Before that Philip called thee, when thou wast under the fig tree, I saw thee.

49 Nathanael answered and saith unto him, Rabbi, thou art

41 Usne pahle apne sage bháí Shaman ko pǎyá, aur use kahá, ki Hamne Masih ko, jo Kristús hai, páyá.

42 Tab wuh use Įsá pás láyá, aur sá ne uspar nazar karke kahá, ki Tú Yoná kábețá Shamún hai tú Kaifá kahláwegá, jis ká mane patthar hai.

43 Agle din sá Jalil ko jáne cháhá, aur Failbús ko pake kahá, ki Mere sath chal.

44 Ab Failbús Baitsaidá ká thá, jo Indriyás aur Pitras ká shahr hai.

45 Failbús ne Násánáíl ko páyá, aur use kahá, ki Jis kí khabar Músá ne Tourít men, aur Paighambaron ne dí hai, ham ne use payá, wuh Yusuf ká beṭá Çsá Násarí hai

46 Násánáíl ne use kahá, Kyá koí achchhí chíz Násare se nikal saktí hai? Failbús ne jawab diyá, ki A, aur dekh.

47 sá ne Násánáíl ko apní taraf áte dekhkar, us ke haqq men kahá, ki Dekho, ek sachchá Isráilí, jis men makar nahin hai!

48 Násánáíl ne use kahá, ki Ap mujhe kahán se jante hain?

sá ne jawáb diyá, aur use kahá, ki Failbús ke tujhe buláne se áge, jab tú anjír ke darakht tale thá, main ne tujhe dekhá.

49 Násánáíl ne jawab men use kahá, ki Ai Ustád, áp Khuda

the Son of God; thou art the King of Israel.

50 Jesus answered and said unto him, Because I said unto thee, I saw thee under the fig tree, believest thou? thou shalt see greater things than these.

51 And he saith unto him, Verily, verily, I say unto you, Hereafter ye shall see heaven open, and the angels of God ascending and descending upon the Son of man.

CHAPTER II.

1 And the third day there was a marriage in Cana of Galilee ; and the mother of Jesus was there:

2 And both Jesus was called, and his disciples, to the marriage. 3 And when they wanted wine, the mother of Jesus saith unto him, They have no wine.

4 Jesus saith unto her, Woman, what have I to do with thee? mine hour is not yet come.

5 His mother saith unto the servants, Whatsoever he saith unto you, do it.

6 And there were set there six waterpots of stone, after the manner of the purifying of the Jews, containing two or three firkins apiece.

7 Jesus saith unto them, Fill the waterpots with water. And they filled them up to the brim. 8 And he saith unto them,

ke Farzand hain, áp Isráil ke Bádshah hain.

50 Psá ne jawab men use kahá, Kyá, isliye tú ímán látá hai, ki main ne tujhe kahá, ki Main ne tujhe anjir ke darakht tale dekhá? Tá in se bhí bari barí chízen dekhegá.

51 Us ne phir use kahá, Main tujhe sach sach kahtá hún, ki Tum áge ko ásmán ko khulá, aur Khuda ke farishton ko úpar játe, aur ádam ke Farzand par utarte dekhoge.

DUSRA BAB.

1 Aur tísre din Qánáe Jalil men kisí ká byáh húá, aur sá kí máu wahán thí:

2 Aur sá aur us ke shágird bhí us byah men bulaye gae the.

3

3 Aur jab sharáb thoṛí rahí, tab sá kí máŋ ne use kahá, ki Un ke pás sharáb nahíŋ hai.

4 sá ne jawáb diyá, ki Ai aurat, mujh se tujhe kyá kám? merá waqt abhí nabín áyá hai.

5 Us kí mán ne naukaron ko kahá, ki Jo kuchh wuh tumheg kahe, so karo.

6 Aur wahan patthar ke chhah matke, Yahúdíon ke dastúr ke muwáfiq, pák karne ke liye, dhare the; aur harek men do yá tín man kí samái thí.

7 sá ne unhen kahá, ki Matkon men pání bharo. So unhon ne un ko munhá munh bhará. 8 Phir us ne unben kahá, ki

Draw out now, and bear unto the governor of the feast. And they

bare it.

9 When the ruler of the feast had tasted the water that was made wine, and knew not whence it was: (but the servants which drew the water knew;) the governor of the feast called the bridegroom,

10 And saith unto him, Every man at the beginning doth set forth good wine; and when men have well drunk, then that which is worse but thou hast kept the good wine until now.

11 This beginning of miracles did Jesus in Cana of Galilee, and manifested forth his glory; and his disciples believed on him.

12 After this he went down to Capernaum, he, and his mother, and his brethren, and his disciples: and they continued there not many days.

13 ¶ And the Jews' passover was at hand, and Jesus went up to Jerusalem,

14 And found in the temple those that sold oxen and sheep and doves, and the changers of money sitting:

15 And when he had made a scourge of small cords, he drove them all out of the temple, and the sheep, and the oxen; and poured out the changers' money, and overthrew the tables;

16 And said unto them that sold doves, Take these things

Ab, dhálke, majlis ke sardár pás lejáo. So we legae.

9 Jab majlis ke sardár ne us sharáb ko chakhá, jo pání se baní thí, aur mậlúm na kiyá ki yih kahan se hai: (magar naukar, jinhon ne wuh pání nikẩlá thá, jánte the ;) to dúlha se kahá,

10 Ki har shakhs pahle achchhí sharáb kharch karta hai; aur jab log achchhi tarah pílete hain, tab buri sharáb dete hain: par tú ne achchhí sharáb abtak rakh chhorí hai.

11 Yih pahlí karámat sá ne Qánáe Jalil men kí, aur apní buzurgí dikháí; aur us ke shágird uspar ímán láye.

12 Us ke píchhe wuh, aur uskí mán, aur bháí, aur shágird Kaparnáham men gae: par wahán bahut din na thahre.

13 ¶ Tab Yahúdíon ke Pár jáne ká parab nazdík áyá, aur sá Aurshalím ko gayá,

14 Aur girje men Sarráfon, bail, aur bheṛ, aur kabútar bechnewálon ko baithe húe payá :

15 Tab us ne rassí ká chábuk banáke, un sabhon ko, bheron aur bailon samet, girje se nikál diyá ; aur sarráfon kí naqdí bikhrá diye, aur un ke takhte ulat diye;

16 Aur kabútar bechnewálon ko kahá, ki In chízon ko yahán

hence; make not my Father's house an house of merchandise. 17 And his disciples remembered that it was written, The zeal of thine house hath eaten me up.

18 ¶ Then answered the Jews and said unto him, What sign shewest thou unto us, seeing that thou doest these things?

19 Jesus answered and said unto them, Destroy this temple, and in three days I will raise it

up.

20 Then said the Jews, Forty and six years was this temple in building, and wilt thou rear it up in three days?

21 But he spake of the temple of his body.

22 When therefore he was risen from the dead, his disciples remembered that he had said this unto them; and they believed the scripture, and the word which Jesus had said.

23 Now when he was in Jerusalem at the passover, in the feast day, many believed in his name, when they saw the miracles which he did.

24 But Jesus did not commit himself unto them, because he knew all men,

25 And needed not that any should testify of man: for he knew what was in man.

se lejáo; mere Báp ke ghar ko byopár ká ghar mat banáo.

17 Tab us ke shagirdon ko yih likhí húí bát yád áí, ki Tere ghar kí tezí ne mujhe nigal liyá.

18 Tab Yahúdíon ne use kahá, ki Tú kaunsí karámát hamen dikhátá hai, jo yih kám kartá hai?

19 sá ne jawáb dekar unhen kahá, ki Is girje ko dhá do, aur main use tín din men khara karúngá.

20 Yahúdíon ne jawab diyá, ki Is girje ke banáne men chhiyálís baras lage, aur tú use tín din men banáwegá?

21 Par us ne apne badan ke girje kí bábat kahí.

22 Isliye jab wuh murdon men se jí uthá, to us ke shágirdon ko yád áyá, ki us ne yih kahá thá; aur we kitábon par aur sá kí kahí húí bát par ímán láe.

23 Aur jab ki wuh A urshalím ke bích Pár jáne ke parab men the, bahutere un karámaton ko, jo usne kín, dekhke, uske nám par ímán láe.

24 Lekin sá ne apne taín un par na chhoṛá, isliye ki wuh sab ko jántá thá,

25 Aur muhtáj na tha ki ádmíon ke haqq men koi gawábí de: kyúnki wuh jántá thá, ki ádmíon men kya hai.

CHAPTER III.

1 There was a man of the Pharisees, named Nicodemus, a ruler of the Jews;

2 The same came to Jesus by night, and said unto him, Rabbi, we know that thou art a teacher

come from God: for no man can do these miracles that thou doest, except God be with him.

3 Jesus answered and said unto him, Verily, verily, I say unto thee, Except a man be born again, he cannot see the kingdom of God.

4 Nicodemus saith unto him, How can a man be born when he is old? can he enter the second time into his mother's womb, and be born?

5 Jesus answered, Verily, verily, I say unto thee, Except a man be born of water and of the Spirit, he cannot enter into the kingdom of God.

6 That which is born of the flesh is flesh; and that which is born of the Spirit is spirit.

7 Marvel not that I said unto thee, Ye must be born again.

8 The wind bloweth where it listeth, and thou hearest the sound thereof, but canst not tell whence it cometh, and whither it goeth: so is every one that is born of the Spirit.

9 Nicodemus answered and said

C

[blocks in formation]
[ocr errors]

4 Níqodímús ne jawab diyá, ki Jab ádmí búṛhá hogayá, to kyúnkar paidá ho sakta hai? kyá wuh apní má ke kokh men phir jáke paidá ho sakta hai?

5 sá ne jawáb diyá, ki Main tujhe sach sach kahtá hún, ki Jabtak ádmí pání aur Rúh se paidá na howe, wuh Khudá kí badshahat men já nahín saktá.

6 Jo badan se paidá húá hai so badan hai; aur jo Rúh se paidá húa hai so ríh hai.

7 So achambhá mat kar ki main ne tujhe kahá, ki Tumhen naye sir se paidá honá zarúr hai. 8 Hawá jidhar cháhtí hai, tidhar chalti hai, aur tú us kí áwáz suntá hai, par nahín jántá, ki wuh kahán se átí hai, aur kidhar ko játí hai: harek jo Rúb se paidá húá hai, so aisáhí hai. 9 Niqodímús ne jawab diya,

« FöregåendeFortsätt »