Sidor som bilder
PDF
ePub

37 That word, I say, ye know, which was published throughout all Judea, and began from Galilee, after the baptism which John preached ;

38 How God anointed Jesus of Nazareth with the Holy Ghost and with power: who went about doing good, and healing all that were oppressed of the devil; for God was with him.

39 And we are witnesses of all things which he did both in the land of the Jews, and in Jerusalem; whom they slew and hanged on a tree :

40 Him God raised up the third day, and shewed him openly;

41 Not to all the people, but unto witnesses chosen before of God, even to us, who did eat and drink with him after he rose from the dead.

42 And he commanded us to preach unto the people, and to testify that it is he which was ordained of God to be the Judge of quick and dead.

43 To him give all the prophets witness, that through his name whosoever believeth in him shall receive remission of sins.

44 While Peter yet spake these words, the Holy Ghost fell on all them which heard the word.

45 And they of the circumcision which they believed were as

37 Tum is májare ko jánte ho, jo is báptismá ke bad, jis kí manádí Yahiyá ne kí, Jalil se shurá hoke, tamám Yahudiya men phail gaya;

38 Yane Isá Násarí kí bát, ki kis tarah Khudá ne use Ráh i Quds aur qudrat se Masih kiyá: aur wuh bhaláí kartá, aur un sab ko, jo Shaitán ke háth se zulm utháte the, changá kartá phirá; kyúnki Khudá us ke sáth thá

39 Aur un sab kámon ke, jo us ne Yahudiya ke mulk o Aurshalím men kiye, ham gawáh hain; us ko unhon ne salib par latkáke márdálá:

40 Us ko Khudá ne tísre din uṭháyá, aur záhir kar dikháyá;

41 Sárí qaum par nabín, balki un gawáhon par, jo áge se Khudá ke chune the, yane ham par, ki us ke murdon men se jí uthne ke bad, us ke sáth kháyá piyá. 42 Aur us ne hamen hukm diya, ki Logon men manádí karo, aur gawáhí do, ki Yih wahí bai, jo Khudá kí taraf se muqarrar húá, ki zindon aur murdon ká insaf karnewálá ho.

43 Sab nabí us par gawáhí dete hain, ki jo koí us par ímán láwe, us ke nám se us ke gunáh muậf honge.

44 Pitras ye baten kahí rahá thá, ki Rúh i Quds sabhon par, jo wuh kalám sunte the, názil

húá.

45 Aur makhtún ímándár, jo Pitras ke sath aye the, hairán húe,

tonished, as many as came with Peter because that on the Gentiles also was poured out the gift of the Holy Ghost.

46 For they heard them speak with tongues, and magnify God. Then answered Peter,

47 Can any man forbid water that these should not be baptized, which have received the received the

Holy Ghost as well as we?

48 And he commanded them to be baptized in the name of the Lord. Then prayed they him to tarry certain days.

CHAPTER XI.

1 And the apostles and brethren that were in Judea heard that the Gentiles had also received the word of God:

2 And when Peter was come up to Jerusalem, they that were of the circumcision contended with him,

3 Saying, Thou wentest in to men uncircumcised, and didst eat with them.

4 But Peter rehearsed the matter from the beginning, and expounded it by order unto them, saying,

[blocks in formation]

ki Ghairqaumon par bhí Rúh i Quds kí bakhshish járí húí.

46 Kyunki unhen tarah tarah kí boli bolte, aur Khudá kí baṛáí karte suná. Tab Pitras ne phir kahá,

47 Koí pání rok sakta hai, ki ye jinhon ne hamárí tarah Rúh i Quds páyá, báptismá na páwen?

48 Tab us ne hukm diyá, ki We Khudáwand ke nám par baptismá páwen. Tab unhon ne us se darkhwást kí, ki kuchh din yahan rahe.

GYARAHWAN BAB.

1 Rasulon, aur bháíon ne, jo Yahúdiya men the, suná ki Ģhairqaumon ne bhí Khudá ká kalám qabúl kiya.

2 Aur jab Pitras Aurshalím men ayá, to makhtún us se bahs karne lage,

3 Ki tú námakhtúnon ke pás gayá, aur un ke sath kháyá.

4 Tab Pitras shuru se barábar un se bayan karne lagá,

5 Ki jab main Yáfe ke shahr men duá máng rahá thá, behoshi men áke ek royá dekhá, ki Ek chíz jaise barí chádar, jis ke cháron kone ásmán se laṭakte the, utarke mujh tak áí.

6 Jab main ne ghaur se us par

fastened mine eyes, I considered, and saw fourfooted beasts of the earth, and wild beasts, and creeping things, and fowls of the air.

7 And I heard a voice saying unto me, Arise, Peter; slay and

eat.

8 But I said, Not so, Lord: for nothing common or unclean hath at any time entered into my mouth.

9 But the voice answered me again from heaven, What God hath cleansed, that call not thou

common.

10 And this was done three times: and all were drawn up again into heaven.

11 And, behold, immediately there were three men already come unto the house where I was, sent from Cesarea unto me.

12 And the Spirit bade me go with them, nothing doubting. Moreover these six brethren accompanied me, and we entered into the man's house:

13 And he shewed us how he had seen an angel in his house, which stood and said unto him, send men to Joppa, and call for Simon, whose surname is Peter;

14 Who shall tell thee words, whereby thon and all thy house shall be saved.

15 And as I began to speak, the Holy Ghost fell on them, as on us at the beginning.

16 Then remembered I the

khiyál kiyá, to zamín ke chárpáe, aur jangli janwar, aur kíṛe makore, aur chiṛiyáen us men dekhín.

7 Aur ek áwáz suní, ki mujhe kahti hai, Ai Pitras, uth; zabh kar aur khá.

8 Pitras ne kahá, Ai Khudáwand, hargiz nahin; kyánki kabhí koí harám yá nápk chín mere munh men na gaí.

9 Tab jawab men dúsrí bár ásmán se mujhe áwáz áí, ki Jise Khuda ne pák kiyá, tú harám mat kah.

10 Yih tín bár húá: phir sab kuchh ásmán kí taraf khinchá gayá.

11 Aur dekhe, usí dam tín ádmí, jo Kaisariya se mere pás bheje gaye, us ghar ke pás, jis men maiu thá, khare the.

12 Aur Rih ne mujh se kahá, ki Tú be khatke un ke sath já. Tab ye chhah bhai mere sáth chale, aur ham is shakhs ke ghar men dákhil húe:

13 Tab us ne ham se bayán kiyá, ki kis tarah ek firishte ko apne ghar men khará dekhá, jis ne use kahá, ki Yafe me ádmí bhej, aur Shamún ko, jo Pitras kahlátá hai, bulwá;

14 Wuh tujhe do báten kahegá, jin se tú aur terá sárá ghar naját páwe.

15 Jab main un se bayán karne lagá, Rúh i Quds un par názil híá, jaise pahle ham par.

16 Tab mujhe Ķhudáwand kí

word of the Lord, how that he said, John indeed baptized with water; but ye shall be baptized with the Holy Ghost.

17 Forasmuch then as God gave them the like gift as he did unto us, who believed on the Lord Jesus Christ: what was I, that I could withstand God?

18 When they heard these things, they held their peace, and glorified God, saying, Then hath God also to the Gentiles granted repentance unto life.

19 Now they which were scattered abroad upon the persecution that arose about Stephen travelled as far as Phenice, and Cyprus, and Antioch, preaching the word to none but unto the Jews only.

20 And some of them were men of Cyprus and Cyrene, which, when they were come to Antioch, spake unto the Grecians, preaching the Lord Jesus.

21 And the hand of the Lord was with them: and a great number believed, and turned unto the Lord.

22 Then tidings of these things came unto the ears of the church which was in Jerusalem: and they sent forth Barnabas, that he should go as far as Antioch.

23 Who, when he came, and had seen the grace of God, was glad, and exhorted them all, that with purpose of heart they would cleave unto the Lord.

bát yád áí, ki us ne kahá, Yahiyá ne to pání se baptismá diyá; par tum Rúh i Quds se baptismá páoge.

17 Pas jab Khudá ne un ko wahí niąmat dí, jo ham ko, jab ki ham Khudáwand sá Masih par ímán láye, to main kaun thá, ki Khuda ko rok saktá?

18 We yih sunkar chup rahe, aur Khudáwand kí tarif karke kahá, Beshakk Khudá ne Ghairqaumon ko bhí zindagi ke liye tauba bakhshí.

19 We, jo us waqt jab Stephan par musibat paí, chhitar bitar hogaye the, phirte phirte Phoiníkí o Kuprus o Antákia men pahunche, magar Yahádíon ke siwá kisi ko kalám na sunáte the.

20 Un men se, jo Antákia men aye, kaí ek Kuprusí aur Kurení the, jinhon ne Yánáníon se báten karke Khudáwand sá kí khushkhabarí sunáí.

21 Aur un par Khudáwand ká háth thá: aur bahut se log ímán láke Khudáwand kí taraf phire.

22 Aur un ki khabar Aurshalím ke kalíse ke kán men pahunchí: tab unhon ne Barnabás ko bhejá, ki Antákia tak jáe.

23 Wuh pahunchke, aur Khudá ká fazl dekhke, khush húá, aur un sab ko nasihat kí, ki dil kí mazbútí se Khudáwand se lage raho.

[blocks in formation]

25 Then departed Barnabas to Tarsus, for to seek Saul:

26 And when he had found him, he brought him unto Antioch. | And it came to pass, that a whole year they assembled themselves with the church, and taught much people. And the disciples were called Christians first in Antioch 27 And in these days came prophets from Jerusalem unto Antioch.

28 And there stood up one of them named Agabus, and signified by the spirit that there should be great dearth throughout all the world: which came to pass in the days of Claudius Cesar.

29 Then the diciples, every man man according to his abililty, determined to send relief unto the brethren which dwelt in Judea:

30 Which also they did, and sent it to the elders by the hands of Barnabas and Saul.

CHAPTER XII.

1 Now about that time Herod the king stretched forth his hands to vex certain of the church.

2 And he killed James the brother of John with the sword.

3 And because he saw it pleased the Jews, he proceeded further

24 Kyunki wuh nek mard thá, aur Rúh i Quds aur ímán se bhará: aur ek baṛí jamáạt Ķhudáwand ki taraf rujú láí.

25 Tab Barnabás Saul kí talásh men Tarsus ko chalá:

26 Aur use páke Antákia men láyá. Aur aisá húá, ki we sál bhar kalíse ke sath ekṭhá húá karte, aur bahut logon ko sikháyá karte the. Aur pahle Antákia men shagird Khristian kahláye.

27¶Unhin dinon kaí ek nabí Aurshalím se Antákiya men áye.

28 Ek ne un men se, jis ká nám Agabus thá, uthke rúh ke batáne se záhir kiyá, ki tamám mulk men baṛá kál paṛegá, jo Klaudius Kaisar ke waqt men húá.

29 Tab shágirdon men se har ek ne tháná, ki apne maqdúr ke muwáfiq un bháíon kí khidmat men, jo Yahúdiya men rahte the, kuchh bhejen.

30 So unhon ne yih kiya, aur Barnabás aur Saul ke háth buzurgon ke pás bhejá.

BARAHWAN BAB.

1 Un dinon Herodís bádsháh ne kalise men se bázon par háth dálá, ki unhen satáwe.

2 Aur Yohná ke bháí Yaqúb ko talwar se már dálá.

3 Aur jab dekhá, ki Yabúdíon ko yih pasand ayá, to aur bhí

« FöregåendeFortsätt »