Sidor som bilder
PDF
ePub
[merged small][ocr errors][merged small][merged small]

13 Then the Priest of Jupiter, which was before their city, brought oxen and garlands unto the gates, and would have done sacrifice with the people.

14 Which when the spostles, Barnabas and Paul, heard of, they rent their clothes, and ran in among the people, crying out,

15 And saying, Sirs, why do ye these things? We also are men of like passions with you, and preach unto you that ye should turn from these vanities unto the living God, which made heaven, and earth, and the sea, and all things that are therein :

7 Aur wahan injíl sunáte rahe.

8 ¶ Aur Lustra men ek shakhs, jis ke páon men táqat na thí, baithá thá; wuh janam ká lunjá thá, aur kabhí na chalá :

9 Us ne Paul ko báten kartá suná: is ne us kí taraf ghaur se dekhke, aur daryáft karke ki us men ímán hai, ki changá howe, 10 Barí áwáz se kahá, ki Apne A ur páon par sídhá khaṛá ho. wuh uchhalke chalne lagá.

11 Jo Paul ne kiyá, logon ne yih dekhke, buland áwáz se Lukaouia kí bolí men kahá, ki Dewte ádmí ke bhes men utre haip.

12 Aur unhon ne Barnabás ko Zeus kahá; aur Paul ko Hermes, isliye ki wuh pahle bolá kartá thá.

13 Aur Zeus, jo un ke shahr ke sámhne thá, us ke kahin ne bail aur phúlon ke hár pháṭakon par láke, logon ke sáth cháhá ki qurbán karen.

14 Jab donon rasúl Barnabás, aur Paul ne yih suná, to apne kapre pháre, aur logon ke bích men kúdke chilláye,

15 Ki Ai mardo, tum yih kyún karte ho? Ham bhí ádmí hain, aur tumhárí tarah hawáss rakhte, aur tumhen injil sunáte hain, táki in jhúthon se kinára karke, zinda Khudá kí taraf phiro, jis ne asmán, aur zamín, aur samundar, aur jo kuchh un men hai, paidá kiyá :

16 Who in times past suffered all nations to walk in their own

ways.

17 Nevertheless he left not himself without witness, in that he did good, and gave us rain from heaven, and fruitful seasons, filling our hearts with food and gladness.

18 And with these sayings scarce restrained they the people, that they had not done sacrifice unto them.

19 And there came thither

certain Jews from Antioch and Iconium, who persuaded the people, and, having stoned Paul, drew him out of the city, supposing he had been dead.

20 Howbeit as the disciples stood round about him, he rose up, and came into the city: and the next day he departed with Barnabas to Derbe.

21 And when they had preached the gospel to that city, and had taught many, they returned again to Lystra, and to Iconium, and Antioch,

22 Confirming the souls of the disciples, and exhorting them to continue in the faith, and that we must through much tribulation enter into the kingdom of God.

23 And when they had ordain

ed them elders in every church, and had prayed with fasting, they commended them to the Lord, on whom they believed.

16 Us ne agle zamáne men sab qaumon ko chhoṛ diyá, ki apní apní ráh par chalen.

17 Tis par bhí us ne ihsán karne, aur ásmán se hamáre liye pání barsáne, aur mewa ki faslen paidá karne, aur hamáre dilon ko khurák aur khushí se bhar denese áp ko be gawáh na chhorá.

18 Aur ye baten kahke, logon ko bari mushkil se báz rakhá, ki un ko qurbání na chaṛháwen.

19 Aur Yahúdíon ne Antá

kiya o Ikonium se áke, logon ko apní taraf, aur Paul par pathráo kiyá, aur yih samajhke ki wuh

margayá, use shahr ke bahar ghasít legaye.

20 Par jab shagird us ke charon taraf ekṭhe húe, wuh uthke shahr men áyá: aur dúsre din Barnabás ke sath Derbe ko chala gaya.

21 Aur us shahr men injil sunake, aur bahut se shagird karke, Lustra aur Ikonium aur Antákia ko phire,

22 Aur shagirdon ke dilon ko mazbútí dete, aur nasihat karte the, ki Imán par qáim raho, aur kahá, Zarúr hai, ki ham bahut musíbaten sahke Khudá kí bádsháhat men dakhil hon.

23 Aur harek kalíse men un ke

liye presbuter muqarrar karke roza ke sath duá mángke, unhen roza us Khudá ko, jis par ímán láye the, sompá.

24 And after they had passed throughout Pisidia, they came to Pamphylia.

25 And when they had preach

ed the word in Perga, they went down into Attalia:

26 And thence sailed to Antioch, from whence they had been recommended to the grace of God, for the work which they fulfilled.

27 And when they were come, and had gathered the church together, they rehearsed all that God had done with them, and how he had opened the door of faith unto the Gentiles.

28 And there they abode long time with the disciples.

CHAPTER XV.

1 And certain men which came down from Judea, taught the brethren, and said, Except ye be circumcised after the manner of Moses, ye cannot be saved.

2 When therefore Paul and Barnabas had no small dissension and disputation with them, they determined that Paul and Barnabas, and certain other of them, should go up to Jerusalem unto the apostles and elders about this question.

3 And being brought on their way by the church, they passed · through Phenice and Samaria, ¦ declaring the conversion of the Gentiles: and they caused great joy unto all the brethren.

4 And when they were come to

[blocks in formation]

Jerusalem, they were received of the church, and of the apostles and elders, and they declared all things that God had done with them.

5 But there rose up certain of the sect of the Pharisees which believed, saying, That it was needful to circumcise them, and to command them, to keep the law of Moses.

6 And the apostles and elders came together for to consider of

this matter.

7 And when there had been much disputing, Peter rose up, and said unto them, Men and brethren, ye know how that a good while ago God made choice among us, that the Gentiles by my mouth should hear the word of the gospel, and believe.

8 And God, which knoweth the hearts, bare them witness, giving them the Holy Ghost, even as he did unto us;

9 And put no difference between us and them, purifying their hearts by faith.

10 Now therefore why tempt ye God, to put a yoke upon the neck of the disciples, which neither our fathers nor we were able to bear?

11 But we believe that through the grace of the Lord Jesus Christ we shall be saved, even as they.

12 Then all the multitude kept silence, and gave audience to Barnabas and Paul, declaring

hunche, kalíse aur rasálon aur presbuteron ne un kí khátirdárí ki, aur unhon ne, jo kuchh Khudá ne un ke sath kiyá thí, bayán kiya.

5 Tab bázon ne Farísíon ke firqe men se, jo ímán láye the, uthke kahá, ki Un ká khatna karná, aur Músá kí shariat par chalne ká hukm dená zarár hai.

6 Tad rasúl aur Presbuter jama húe, ki is bát ko sochen.

7¶ Aur jab bari bahs húí, Pitras ne uthke un se kahá, Ai bháío, tum jánte ho, ki agle dinon men Khuda ne ham men se mujhe chuná, ki Ģhairqaumen merí zábán se injíl kí bát sunen, aur ímán lawen.

8 Aur Khudá ne, jo dil kí jántá hai, un par gawáhí dí, ki un ko bhí hamári tarah Rúh i Quds diyá ;

9 Aur ímán ke báis un ká dil pák karke, ham men un men kuchh faraq na rakhá.

10 Pas ab tum kyún Khudá ko ázmáte ho, ki shágirdon kí gardan par júá rakho, jis ko na hamáre báp dáde, na ham u há sakte?

11 Aur ham ko yaqía hai, ki ham Khudáwand sá Masih ke fazl se un ki tarah naját páwenge.

12 T Tab sárí jamáạt chụp rahí, aur Barnabás aur Paul se yih bayan sunne lage, ki Ķhudá

what miracles and wonders God had wrought among the Gentiles by them.

13 ¶ And after they had held their peace, James answered, saying, Men and brethren, hearken unto me:

14 Simeon hath declared how God at the first did visit the Gentiles, to take out of them a people for his name.

15 And to this agree the words of the prophets; as it is written,

16 After this I will return, and will build again the tabernacle of David, which is fallen down; and I will build again the ruins thereof, and I will set it up;

17 That the residue of men might seek after the Lord, and all the Gentiles, upon whom my name is called, saith the Lord, who doeth all these things.

18 Known unto God are all his works from the beginning of the world.

19 Wherefore my sentence is, that we trouble not them, which from among the Gentiles are turned to God:

20 But that we write unto them, that they abstain from pollutions of idols and from fornication, and from things strangled, and from blood.

21 For Moses of old time hath in evey city them that preach

ne kaisí nisháníán, aur karámaten un ke wasile Ghairqaumon men záhir kín.

13¶ Jab we chup húe, Yaqúb kahne lagá, Ai bháío, mujh se

suno:

14 Ki Shaman ne bayán kiya, ki kis tarah Khudá ne pahle mihrbání kí, ki Ghairqaumon men se ek garoh apne nám ká chune.

15 Aur nabíon kí báten is se miltí hain; jaisá likhá hai, ki Khudáwand, jo yih sab kartá hai, yún farmátá hai,

16 Ki Bad is ke main phir áúngá, aur Dáúd ke gire húe dere ko banáúngá; aur us ke túte phúte ki marammat karke, use phir khará karúngá:

17 Ki báqí ádmí aur sab Ghairqaumen, jo mere nám kí kahláte hain, Khudáwand ko dhúndhen.

18 Khudá ko shurá se apne sab kám málúm hain.

19 So merí saláh yih hai, ki un par, jo Ghairqaumon men se Khudá kí taraf phire hain, bojh na dálen:

20 Par un ko likh bhejen, ki buton kí bandagi, aur harámkárí, aur galághonte, aur lahú se kináre rahen.

21 Kyunki agle zamáne se har shahr men Músá kí manádí

« FöregåendeFortsätt »