Sidor som bilder
PDF
ePub

is Lord of heaven aud earth, dwelleth not in temples made

with bands;

25 Neither is worshipped with men's hands, as though he needed any thing, seeing he giveth to all life, and breath, and all things;

26 And hath made of one blood all nations of men for to dwell on all the face of the earth, and hath determined the times before appointed, and the bounds of their habitation;

27 That they should seek the Lord, if haply they might feel after him, and find him, though he be not far from every one of

us:

28 For in him we live, and move, and have our being; as certain also of your own poets have said, For we are also his offspring.

29 Forasmuch then as we are the offspring of God, we ought not to think that the Godhead is like unto gold, or silver, or stone, graven by art and man's device.

30 And the times of this ignorance God winked at; but now commandeth all men every where to repent:

31 Because he hath appointed a day, in the which he will judge the world in righteousness by that man whom he hath ordained; whereof he hath given assurance unto all men, in that he hath raised him from the dead.

paidá kiya, wuh ásmán aur zamín ká málik hoke, na háth ke banaye haikalon men rahtá;

ká málik hoke,

25 Na kisú chíz ká muhtáj hoke, ádmíon ke háth se khidmat letá; wuh to áp sab ko zindagí aur sáns, aur sab kuchh bakhshta hai ;

26 Aur ek hí lahú se ádmí kí sab qaum tamám zamín par basne ke liye paidá kí, aur muqarrar waqt aur un ke rahne kí hadden thahráín;

27 Táki Khudáwand ko* dhúndhen, shayad use daryáft karen aur páwen, agarchi wuh ham men kisí se dúr nahín:

28 Kyúnki usí se ham jíte, aur chalte phirte, aur maujád hain; jaise tumhare sháiron men se bhí kitnon ne kaha hai, ki Ham to us kí nasl hain.

29 Pas Khudá kí nasl hoke hamen lázim nahín, ki yih ķhiyál karen, ki Khudáí sone, rápe, yá patthar kí mánind hai, jo ádmí ki hazár tadbir se bane.

30 Gharaz ki Khudá jahálat ke waqton se tarah deke, ab sab ádmíon ko har jagah hukm deta hai, ki tauba karen:

31 Kyunki us ne ek din thahráy á hai, jis men wuh rástí se dunyá kí adálat karegá, us shakhs kí márifat, jise us ne muqarrar kiyá ; aur use murdon men se uṭháke yih bát sab par sátit kí.

* Tatolen.

[blocks in formation]

32 Aur jab unhon ne murdon ke jí uthne kí suní, to báze thathá márne lage: o bazon ne kahá, Yih bát ham tujh se phir sunenge.

33 Tab Paul un ke darmiyán se chalágayá.

34 Par kitne ádmí us se milke, ímán láye: un men Dionusius Areopagus ka ek saláhkár, aur Damaris námí ek aurat aur kaí aur un ke sáth the.

ATHARAHWAN BAB. 1 Bad us ke Paul Athene se nikalke Korinth men áyá.

2 Aur wahán Aquila námí ek Yahúdí ko páyá, jis kí paidáish Pontus kí thí, aur unhín dinon apní jorú Priskilla ke sath Italia se áyá thá; (kyúnki Klaudius ne hukm diyá thá, ki sab Yahúdí Rúm se nikal jáeg:) so wuh un ke pás gayá.

3 Aur isliye ki wuh un ká hampesha thá, un ke sáth rahá, aur kám karne lagaá: kyúnki un ká bhí pesha khema banáná thá.

4 Aur wuh har sabt ko ibádatkháne men kalám kartá aur Yahúdíon aur Yúnáníon ko qáil kartả thá.

5 Aur jab Silas aur Timotheus Makedonia se aye, Paul kalám sunáne men dil o ján se lagá, aur Yahudíon ke áge gawáhí dí, ki sá wahí Masih hai.

6 Jab we muqábala karne, aur kufr bakne lage, us ne apne

shook his raiment, and said unto them, Your blood be upon your own heads; I am clean: from henceforth I will go unto the Gentiles.

7 ¶ And he departed thence, and entered into a certain man's house, named Justus, one that worshipped God, whose house joined hard to the synagogue

8 And Crispus, the chief ruler of the synagogue, believed on the Lord with all his house; and many of the Corinthians hearing believed, and were baptized.

9 Then spake the Lord to Paul in the night by a vision, Be not afraid, but speak, and hold not thy peace:

10 For I am with thee, and no man shall set on thee to hurt thee: for I have much people in this city.

11 And he continued there a year and six months, teaching the word of God among them.

12 ¶ And when Gallio was the deputy of Achaia, the Jews made insurrection with one accord against Paul, and brought him to the judgment seat,

13 Saying, This fellow persuadeth men to worship God contrary to the law.

14 And when Paul was now about to open his mouth, Gallio said unto the Jews, If it were a matter of wrong or wicked lewdness, O ye Jews, reason would that I should bear with you:

[blocks in formation]

15 But if it be a question of words and names, and of your law, look ye to it; for I will be no judge of such matters.

16 And he drave them from the judgment seat.

17 Then all the Greeks took Sosthenes, the chief ruler of the synagogue, and beat him before the judgment seat. And Gallio cared for none of those things. 18 And Paul after this tarried there yet a good while, and then took his leave of the brethren, and sailed thence into Syria, and with him Priscilla and Aquila; having shorn his head in Cenchrea: for he had a vow. 19 And he came to Ephesus, and left them there but he himself entered into the synagogue, and reasoned with the Jews.

20 When they desired him to tarry longer time with them, he consented not:

21 But bade them farewell, saying, I must by all means keep this feast that cometh in Jerusalem: but I will return again unto you, if God will.

ed from Ephesus.

And he sailAnd he sail

22 And when he had landed at Cesarea, and gone up, and saluted the church, he went down to Antioch.

23 And after he had spent some time there, he departed, and went over all the country of Galatia and Phrygia in order, strengthening all the disciples.

15 Par agar yih sawál tumhárí tálím, aur námon, aur shariat ke haqq men hai, to tumhín dekho; kyúnki main nahín cháhtá, ki aisí báton ká munsif hon.

16 Tab us ne unhen adálat se nikál diyá.

17 Aur sab Yúnáníon ne įbádatkhane ke sardár Sosthenes ko pakarke, adálat ke sámhne márá. Par Gallio ne us ká kuchh khiyál na kiya.

18 Aur Paul aur bhí bahut din wahán rahá; phir bháíon se rukhsat hoke, aur Kenkhrea men sir munḍáke, kyúnki us ne mannat mání thí, jaház par Suria ko rawána húá, aur Priskilla aur Aquila us ke sáth the.

19 Aur Ephesus men pahunchke unhen wahin chhorá: aur áp įbádatķháne men jáke, Yahúdíon se kálám kiya.

20 Tab unhon ne us se darkhwást kí, ki aur kuchh din un ke sath rahe, par us ne na máná; 21 Aur un se yih kahke rukhsat húá, ki Har hál men mujhe zarúr hai, ki Aurshalím men anewálí id karún: par agar Khudá cháhe, to tumháre pás phir áúngá. Aur Ephesus se jaház kholá.

22 Aur Kaisariya men utarke, Aurshalím men áyá, aur kalíse se mulágát karke Antákia ko gaya.

23 Aur kuchh din rahke, wahán se rawána húá, aur Galatia aur Frugia ke mulk men barábar guzartá, aur sab shágirdon ko mazbút karta gaya.

24 ¶ And a certain Jew named Apollos, born at Alexandria, an eloquent man, and mighty in the Scriptures, came to Ephesus.

25 This man was instructed in the way of Lord; and being fervent in the spirit, he spake and taught diligently the things of the Lord, knowing only the baptism of John.

26 And he began to speak boldly in the synagogue, whom when Aquila and Priscilla had heard, they took him unto them, and expounded unto him the way of God more perfectly.

27 And when he was disposed to pass into Achaia, the brethren wrote, exhorting the disciples to receive him who, when he was come, helped them much which had believed through grace:

28 For he mightily convinced the Jews, and that publickly, shewing by the Scriptures that Jesus was Christ.

CHAPTER XIX.

1 And it came to pass, that while Apollos was at Corinth, Paul having passed through the upper coasts, came to Ephesus: and finding certain disciples,

2 He said unto them, Have ye received the Holy Ghost since ye believed? And they said unto him, We have not so much as heard whether there be any Holy Ghost.

|

24 Aur Apollos námí ek Yahúdí, jis kí paidáish Iskandaria kí thí, jo fasíh aur pák kitábon men zabardast thá, Ephesus men pahunchá.

25 Is shakhs ne Khudáwand kí ráh kí tarbiyat páí thí; aur jí lagáke kalám kartá, aur durustí se Khudáwand kí báten sikhátá thá, par sirf Yahiyá ká báptismá jántá thá.

26 Wuh ibádatķháne men bedharak bolne laga: aur Aquila, aur Priskilla ne us kí sunke, use apne sáth liyá, aur us ko Khudá kí ráh aur bhí durustí se batáí.

27 Jab us ne Akhaia utar jáne ká iráda kiyá, to bháíon ne shágirdon ko likhke darkhwást kí, ki us kí mihmání karen: us ne wahan pahunchke, un kí, jo fazl ke sabab ímán láye the, barí khátirdárí kí:

28 Kyúnki us ne bari tezí se logon ke áge Yahúdíon ko qáil, aur pák kitábon se sábit kiyá, ki yih ņsa wahí Masíh hai.

UNISWAN BAB.

1 Aur aisá húá, ki jab Apollos Korinth men thá, Paul úpar ke mulkon se guzarke Ephesus men áyá: aur kaí shágirdon ko páke,

2 Un se kahá, Tum ne ímán lake Rúhi Quds páyá? Unhop ne use kahá, Ham ne to suná bhí nahin, ki Rúh i Quds hai.

« FöregåendeFortsätt »