Sidor som bilder
PDF
ePub

3 And he said unto them, Unto what then were ye baptized? And they said, Unto John's bap

tism.

4 Then said Paul, John verily baptized with the baptism of repentance, saying unto the people, That they should believe on him which should come after him, that is, on Christ Jesus.

5 When they heard this, they were baptized in the name of the Lord Jesus.

6 And when Paul had laid his hands upon them, the Holy Ghost came on them; and they spake with tongues, and prophesied.

7 And all the men were about twelve.

8 And he went into the synagogue, and spake boldly for the space of three months, disputing and persuading the things concerning the kingdom of God.

9 But when divers were hardended, and believed not, but spake evil of that way before the multitude, he departed from them, and separated the disciples, disputing daily in the school of one Tyrannus.

10 And this continued by the space of two years; so that all they which dwelt in Asia heard the word of the Lord Jesus, both Jews and Greeks.

11 And God wrought special miracles by the hands of Paul:

12 So that from his body were

3 Us ne un se kahá, Pas tum ne kis ká baptismá páyá? We bole, ki Yahiyá ká báptismá :

4 Tab Paul ne kahá, Yahiyá ne tauba ká baptismá diyá, logon se yih kahte húe, ki us par, jo mere píchhe átá hai, yane Masíh sá par ímán láo.

5 Unhon ne yih sunkar, Khudáwand sá ke nám par báptismá páyá.

6 Aur jab Paul ne un par háth rakhá, un par Rúh i Quds áyá, aur we tarah tarah kí zabáne bolne aur nabúwat karne lage.

7 We sab ádmí bárahek the.

8 Aur wuh jbádatkháne meu jáke, bed haṛak boltá, aur tín mahine Khudá kí bádsháhat kí bát kahtá, aur unhen samjhát rahá,

9 Lekin jab bázon ke dil sakht ho gaye, aur ímán na láye, balki logon ke sámhne is ráh ko burá kahne lage, us ne un se kináre hoke, shágirdon ko alag kiyá, aur har roz Turannus námí ek shakhs ke madrase men guftgú karta thá.

10 Yih do baras tak hotá rahá; aisa ki sab Asia ke rahnewálon ne, kya Yahúdí, kyá Yánání, Khudáwand Isá ká kalám suná.

11 Aur Khudá Paul ke háth se bari bari karámát dikhátá thá: 12 Yahan tak ki rúmál aur

brought unto the sick handkerchiefs or aprons, and the diseases departed from them, and the evil spirits went out of them.

13¶Then certain of the vagabond Jews, exorcists, took upon them to call over them which had evil spirits the name of the Lord Jesus, saying, We adjure you by Jesus whom Paul preacheth.

14 And there were seven sons of one Sceva, a Jew, and chief of the Priests, which did so.

15 And the evil spirit answered and said, Jesus I know, and Paul I know; but who are ye?

16 And the man in whom the evil spirit was leaped on them, and overcame them, and prevailed against them, so that they fled out of that house naked and wounded.

17 And this was known to all the Jews and Greeks also dwelling at Epheus; and fear fell on them all, and the name of the Lord Jesus was magnified.

18 And many that believed came, and confessed, and shewed their deeds.

19 Many of them also which used curious arts brought their books together, and burned them before all men: and they counted the price of them, and found it fifty thousand pieces of silver. 20 So mightily grew the word of God and prevailed.

patke, jo us ke badan se chhú játe the, bímáron par rakhte aur un kí bímári játí rahtí, aur buri rúhen un se nikal játỉ thín.

13¶Tab báze phirne aur jháṛne phúknewále Yahúdíon ne ikhtiyar kiyá, ki un par, jin men burí ráhen samáí thín, Khudáwand sá ká nám pháken, ki Ham tum ko us sá kí qasam dete hain, jis kí Paul manádí karta hai.

14 Aur un men Skeva Yahádí sardár káhin ke sát bete the, jo yih karte the.

15 Tab burí ráh ne jawab men kahá, ki Įsá ko main jántá, aur Paul ko pahchántá hún; par tum kaun ho?

16 Aur wuh shakhs, jis par burí rúh thí, un par lapká, aur ghálib áke, un par aisí ziyádatí kí, ki we nange aur gháyal us ghar se bháge.

17 Aur yih bát sab Yahúdion aur Yúnáníon ko, jo Ephesus men rahte the, malúm húí; to sab dargaye aur Khudáwand sá ke nám kí buzurgí húí.

18 Aur bahuteron-ne un men se, jo ímán láye the, áke apne kámo ko qabúl diyá, aur záhir kiya. 19 Aur bahuton ne, jo jádú karte the, apní kitáben ekṭhí karke, logon ke áge jaládín: aur jab un kí qímat ká hisáb kiyá, to pachás hazár rúpiye thahre.

20 Isi tarah Khudáwand ká kalám bahut barh gayá, aur mazbút húá.

21 After these things were ended, Paul purposed in the spirit, when he had passed through Macedonia and Achaia, to go to Jerusalem, saying, After I have been there, I must also see Rome.

22 So he sent into Macedonia two of them that ministered unto him, Timotheus and Erastus ; but he himself stayed in Asia for

a season.

23 And the same time there arose no small stir about that way.

24 For a certain man named Demetrius, a silversmith, which made silver shrines for Diana, brought no small gain unto the craftsmen ;

25 Whom he called together with the workmen of like occupation, and said, Sirs, ye know❘ that by this craft we have our wealth.

26 Moreover ye see and hear, that not alone at Ephesus, but almost throughout all Asia, this Paul hath persuaded and turned away much people, saying that they be no gods, which are made with hands:

27 So that not only this our craft is in danger to be set at nought; but also that the temple of the great goddess Diana should be despised, and her magnificence should be destroyed, whom all Asia and the world worshippeth.

21 Jab yih ho chuká, Paul ne jí men thahrává, ki Makedonia aur Akhaia hoke, Aurshalím men jáún, aur kahá, Wahán pahunchne ke bád, zarúr Rúm ko dekhúngá,

22 So un men se, jo us kí khidmat karte the, do shakhs Timotheus aur Erastus ko Makedonia men bhejke, áp kuchh din Asia men rahá.

23 Aur un dinon is ráh kí bábat wahán bará fasád húá.

24 Kyúnki Demetrius nám ek sonár Artemis ke mandir kí mánindchándí ke mandir banátá thá, aur is peshawalon ko bahut kamwá detá;

25 Us ne un ko aur dúsron ko, jo aisá kám karte the, jamą karke kahá, ki Ai mardo, tum jánte ho, ki hamárí farághat isí kám kí badaulat hai.

26 Aur tum dekhte aur sunte ho, ki sirf Ephesus ke nahín, balki qarib tamam Asia ke, yih Paul logon ko samjháke, pher detá hai, ki kahta hai, yih jo háth ke banaye hain, Khudá nahíu haip.

27 So sirf yahí dahshat nahín, ki hamárá pesha beqadr ho jáe; balki bari deví Artemis ká mandir náchíz ho jáe, aur us kí buzurgí, jise tamam Asia aur sárí dunyá pújtí hai, játí rahe.

28 Jab unho ne yih suná, to

28 And when they heard these ghusse se bhargaye, aur chilláke

sayings, they were full of wrath, and cried out, saying, Great is Diana of the Ephesians.

29 And the whole city was filled with confusion: and having caught Gaius and Aristarchus, men of Macedonia, Paul's companions in travel, they rushed with one accord into the theatre. 30 And when Paul would have entered in unto the people, the disciples suffered him not.

31 And certain of the chief of Asia, which were his friends, sent unto him, desiring him that he would not adventure himself into the theatre.

32 Some therefore cried one thing, and some another: for the assembly was confused; and the more part knew not wherefore they were come together.

33 And they drew Alexander out of the multitude, the Jews putting him forward. And Alexander beckoned with the hand, and would have made his defence unto the people.

34 But when they knew that he was a Jew, all with one voice about the space of two hours cried out, Great is Diana of the Ephesians.

35 And when the townclerk had

appeased the people, he said, Ye men of Ephesus, what man is there that knoweth not how that the city of the Ephesians is a worshipper of the great goddess Diana, and of the image which fell down from Jupiter?

kahá, ki Ephesion kí Artemis baṛí hai.

29 Aur támám shahr men balwá húá: aur sab milke Gaius aur Aristarkhus ko, jo Makedonia ke rahnewále, aur Paul ke hamsafar the, pakaṛke tamáshágáh ko daure.

30 Aur jab Panl ne chábá, ki logon ke bích men jáe, to shágirdon ne use jáne na diyá.

31 Aur Asia ke buzurgon men se bázon ne, jo us ke dost the, us ke pás ádmí bhejke minnat kí, ki tamáshágáh men mat já.

32 Aur bazon ne kuchh chillá ke kahá, aur bazon ne kuchh: kyúnki jamáạt ghabrái thí, aur aksaron ne na jáná ki kis liye ekthe húe hain.

33 Tab Sikandar ko, jise Yahúdí dhakiyáte the, logon ke bích se áge kar liyá. Aur Sikandar ne háth se ishára karke cháhá, ki logon ke sámhne uzr kare.

34 Jab unhon ne jáná, ki wuh Yahudi hai, to sab do ghante ke qarib ekdam chillate rahe, ki Ephesíon kí Artemis baṛí hai.

35 Aur jab shahr ke kotwál* ne logon ko thanḍhá kiyá, to kabá, Ai Ephesí, kaun ádmí hai, jo nahín jántá, ki Ephesíon ká shahr bari deví Artemis ká mandir, aur us múrat ká, jo Zeus se girí, pujairí hai?

* Kátib.

36 Seeing then that these things cannot be spoken against, ye ought to be quiet, and to do nothing rashly.

37 For ye have brought hither these men, which are neither robbers of churches, nor yet blasphemers of your goddess.

38 Wherefore if Demetrius, and the craftsmen which are with him, have a matter against any man, the law is open, and there are deputies: let them implead one another.

39 But if ye enquire any thing concerning other matters, it shall be determined in a lawful assembly.

40 For we are in danger to be called in question for this day's uproar, there being no whereby we may give an account of this concourse.

cause

[blocks in formation]

36 Pas jab koi in báton kí khilaf nahíŋ kah saktá, to wajib hai, ki tum chup raho, aur be soche kuchh na karo.

37 Kyunki yahí, jin ko tum láye, na mandir ke chor, na tumhárí deví ke burá kahnewále hain.

38 Par agar Demetrius aur us ke hampeshe kisú par dawá rakhte hon, to adálat khulí hai, aur hákim baithe hain: ek ek par nálish karen,

39 Aur jis súrat men kuchh aur chahte hain, to shara majlis men faisal hogá.

40 Kyunki hamen khatra hai, ki áj ke fasád ke wáste ham par nálish ho, is liye ki koí sabab nahin, ki is hangáme ká jawab de saken.

41 Aur yih kahke, majlis uṭhá dí.

BISWAN BAB.

1 Jab hullar mauqúf húá, Paul shagirdon ko buláke gale lagáke wahán se rawána húá, ki Makedonia ko jáe.

2 Aur un mulkon se guzarke, aur unhen bahut nasihat karke, Yúnán men áyá,

3 Aur tin mahine wahán rahá. Jab jaház par Surya men jáne ko thá, Yahúdí us kí ghát men lage; tab us kí yih saláh thahrí, ki Makedonia kí ráh se phire.

« FöregåendeFortsätt »