Sidor som bilder
PDF
ePub

one be ordained to be a witness with us of his resurrection.

23 And they appointed two,Joseph called Barsabas, who was surnamed Justus, and Matthias.

24 And they prayed, and said, Thou, Lord, which knowest the hearts of all men, shew whether of these two thou hast chosen,

25 That he may take part of this ministry and apostleship, from which Judas by transgression fell, that he might go to his own place.

26 And they gave forth their lots; and the lot fell upon Matthias; and he was numbered with the eleven apostles.

CHAPTER II.

1 And when the day of Pentecost was fully come, they were all with one accord in one place. 2 And suddenly there came a sound from heaven as of a rushing mighty wind, and it filled all the house where they were sitting.

3 And there appeared unto them cloven tongues like as of fire, and it sat upon each of them: 4 And they were all filled with the Holy Ghost, and began to speak with other tongues, as the Spirit gave them utterance.

5 And there were dwelling at Jerusalem Jews, devout men, out of every nation under heaven. 6 Now when this was noised

ek hamáre sáth us ke jí uthne ká gawáh howe.

23 Tab unhon ne do ko khará kiyá, ek Yusuf, jo Bársábás kahlátá, jis ká laqab Justus thá, dúsrá Matsiyás.

24 Aur duá mángí, ki Ai Ķhudawand, sab ke dil ke jánnewále, dekha, ki in donon men se tú ne kis ko chuna hai,

25 Ki wuh is khidmat o risálat ká hissa le, jis se Yahídá khárij hoke, apní kháss jagah gaya.

26 Aur unhon ne chitthíán dálín; aur chitthí Matsiyás ke nám par niklí; tab wuh un gyárah rasúlon men shámil húá.

DUSRA BAB.

1 Aur jab Pentekost ká din áyá, we sab ek dil hoke ekthe húe.

2 Ekbárgí ásmán se ek áwáz áí, jaisí baṛí ándhí chale, aur us se sárá ghar, jahan we baithe the, bhar gaya.

3 Aur unhen judá judá ág kí sí zabǎnen dikháí dín, aur un men se har ek par baithín.

4 Tab we sab Rúh i Quds se bhar gaye, aur tarah tarah kí zabánen, jaise Rúh ne unhen bolne kí qudrat bakhshí, bolne lage.

5 Aur Khudátars Yahádí har ek qaum se jo ásmán ke tale hai, Aurshalím men á rahe the. 6 So jab yih awác ái, to bhi

abroad, the multitude came together, and were confounded, because that every man heard them speak in his own language.

7 And they were all amazed, and marvelled, saying one to another, Behold, are not all these which speak Galileans?

8 And how hear we every man in our own tongue, wherein we were born?

9 Parthians, and Medes, and Elamites, and the dwellers in Mesopotamia, and in Judes, and Cappadocia, in Pontus, and Asia,

10 Phrygia, and Pamphylia, in Egypt, and in the parts of Libya about Cyrene, and strangers of Rome, Jews and proselytes,

[ocr errors]

11 Cretes and Arabians, we do hear them speak in our tongues the wonderful works of God.

12 And they were all amazed, and were in doubt, saying one to another, What meaneth this? 13 Others mocking said, These men are full of new wine.

14 ¶ But Peter, standing up with the eleven, lifted up his voice, and said unto them, Ye men of Judea, and all ye that dwell at Jerusalem, be this known unto you, and hearken to my words:

15 For these are not drunken, as ye suppose, seeing it is but the third hour of the day.

16 But this is that which was spoken by the prophet Joel;

[blocks in formation]

10 Frugia, o Pamphulia, Misr, aur Libya ke us hisse ke, jo Qurení ke aláqe men hai, aur Rúmí musáfir, Yahúdí aur jo Yahádí ho gaye,

11 Kretí, aur Arab hoke, ham apní zabánon men unhen Khudá kí bari báten bolte sunte hain.

12 Aur sab hairán húe, aur ghabráke, ek dusre se kahne lagá, ki Yih kyá húa cháhtá hai?

13 Auron ne that he se kahá, ki Ye sharáb ke nashe men hain. 14 Tab Pitras un gyárahou ke sáth khare hoke, pukárke kahne lagá, Ai Yabúdio o Aurshalím ke sab rahnewálo, yih jáno, aur kán lagáke merí báten suno:

15 Ki ye, jaisá tum samajhte, nashe men nah.n, kyúnki abhí pahar din áyá hai.

16 Balki yih wuh hai, jo Yoel | nabí kí marifat farmáyá gayá;

17 And it shall come to pass in the last days, (saith God,) I will pour out of my Spirit upon all flesh and your sons and your daughters shall prophesy, and your young men shall see visions, and your old men shall dream dreams:

18 And on my servants and on my handmaidens I will pour out, in those days, of my Spirit; and they shall prophesy: 19 And I will shew wonders in heaven above, and signs in the earth beneath; blood, and fire, and vapour of smoke:

20 The sun shall be turned into darkness, and the moon into blood, before that great and notable day of the Lord come:

21 And it shall come to pass, that whosoever shall call on the name of the Lord shall be saved.

22 Ye men of Israel, hear these words; Jesus of Nazareth, a man approved of God among you by miracles, and wonders, and signs, which God did, by him, in the midst of you, as ye yourselves also know:

23 Him, being delivered by the determinate counsel and foreknowledge of God, ye have taken, and by wicked hands have crucified and slain :

24 Whom God hath raised up, having loosed the pains of death: because it was not possible that he should be holden of it.

25 For David speaketh con

17 Ki Khuda kahtá hai, Aķhirí zamáne men aisá hogá, ki main apní Rúh men se sab ádmí par ḍálúngá: aur tumhare bețe, aur tumhari betián, nabúwat karenge, aur tumháre jawán rúyá dekhenge, aur tumhare buddhe khwab:

18 Aur main un dinon men apne bande aur bándíon par apní Rúh men se ḍálúngá; aur we nabúwat karenge :

19 Aur main úpar ásmán men achambhe, aur níche zamín par nisháníán, lahú, aur ág, o dhíwen ke bádal kí dikháúngá:

20 Súraj andherá, aur chánd lahú ho jáegá, peshtar us ke, ki Khudáwand ká buzurg aur bare khauf ká din áwe:

21 Aur yún hogá, ki har ek, jo Khudáwand ká nám legá, naját páwegá.

22 Ai Isráilío, ye baten suno; ki Įsá Násarí ek mard thá, jis ká Khudí kí taraf se honá tum par sábit húá, un karámaton aur achambhop, aur nisháníon se, jo Khudá ne us kí márifat tumháre bích men dikháe, jaisa tum áp jánte ho :

23 Usí ko, jab Khudá ke thahraye iráde aur peshdání se sompá gayá, tum ne pakaṛá, aur bedínon ke háth se mekhen gaṛwake, qatl kiyá:

24 Usí ko Khudá ne, maut ke band* kholke, uṭháyá: kyúnki mumkin na thá, ki wuh us ke changal men rahe.

25 Is liye ki Dáúd us ke haqq

Dard.

cerning him, I foresaw the Lord always before my face; for he is on my right hand, that I should not be moved:

26 Therefore did my heart rejoice, and my tongue was glad ; moreover also my flesh shall rest in hope:

27 Because thou wilt not leave my soul in hell, neither wilt thou suffer thine Holy One to see corruption.

28 Thou hast made known to me the ways of life; thou shalt make me full of joy with thy

countenance.

29 Men and brethren, let me freely speak unto you of the patriarch David, that he is both dead and buried, and his sepulchre is with us unto this day.

30 Therefore being a prophet, and knowing that God had sworn with an oath to him, that of the fruit of his loins, according to the flesh, he would raise up Christ to sit on his throne;

31 He seeing this before, spake of the resurrection of Christ, that his soul was not left in hell, neither his flesh did see corrup

tion.

32 This Jesus hath God raised up, whereof we all are witnesses. 33 Therefore, being by the right hand of God exalted, and having received of the Father the promise of the Holy Ghost, he hath shed forth this, which ye now see and hear.

34 For David is not ascended

men kahta hai, ki Main ne Ķhudáwand par, jo sadá mere sámhne hai, nazar kí, ki wuh meri dahní taraf hai, taki main na haṭún: 26 Isi sabab merá dil khush hai, aur merí zabán nihál hai; balki mera badan bhí ummed men chain karegá:

27 Ki tú merí ján ko alam i ghaib men na chhoṛegá, na apne quddús ko sarne degá.

28 Tú ne mujhe zindagí kí ráheu batáín; tú ne mujhe apne dídár se khushí se bhar diyá.

29 Ai bháío qaum ke raís, Dáúd ke haqq men bedhaṛak kahne do, ki wuh múá, aur gáṛá gayá, aur áj tak us kí qabr bbí hamáre darmiyán maujád hai.

30 So is sabab se, ki nabí thá, aur jántá thá, ki Ķhudá ne us se qasam kháí hai, ki us kí nasl se, Masih ko, jism ke rú se, záhir karegá, ki us ke takht par baithe;

31 Us ne yih pahle se jánkar, Masih ke jí uthne ká zikr kiya, ki us kí ján álam i ghaib men chhorí na gaí, na us ká badan sargaya.

32 Usí sá ko Khudá ne uthayá ; us ke ham sab gawah hain.

33 Pas Khudá ke dahne háth buland hoke, aur Báp se Rúh i Quds ká wada páke, is ko, ki tum ab dekhte aur sunte ho, ḍálá.

34 Kyúnki Dáúd ásmán par

into the heavens: but he saith himself, The Lord said unto my Lord, Sit thoa on my right hand,

35 Uutil I make thy foes thy footstool.

36 Therefore let all the house of Israel know assuredly, that God hath made that same Jesus, whom ye have crucified, both Lord and Christ.

37 Now when they heard this, they were pricked in their heart, and said unto Pet er and to the rest of the apostles, Men and brethren, what shall we do? 38 Then Peter said unto them, Repent, and be baptized every one of you in the name of Jesus Christ, for the remission of sins, and ye shall receive the gift of the Holy Ghost.

39 For the promise is unto you, and to your children, and to all that are afar off, even as many as the Lord our God shall call. 40 And with many other words did he testify and exhort, saying, Save yourselves from this untoward generation.

41 Then they that gladly received his word were baptized: and the same day there were added unto them about three thousand souls.

42 And they continued stedfastly in the apostles' doctrine and fellowship, and in breaking of bread, and in prayers.

na gayá, lekin wuh kahta hai, ki Khudawand ne mere Khudáwand se kahá, ki Mere dahne háth baith,

35 Jabtak main tere dushmanon ko tere paon kí chauki karún.

36 Pas Isráil ká sárá gharáná yaqin jáne, ki Khudá ne usi sá ko, jise tum ne salib diyá, Khudáwand aur Masih kiya.

37 Jab unhon ne yih suná, to un ke dil chhid gaye, aur Pitras aur báqi rasulon se kahá, ki Ai bháío, ham kya karen?

38 Tab Pitras ne un se kahá, Tauba karo, aur tum men se har ek, gunáhon kí muafi ke liye, Įsá Masih ke nám par Báptismá le, to Rúh i Quds ká inám páoge.

39 Is liye ki yih wada tum se aur tumhare larkon se hai, aur un sab se, jo dúr hain, jitnon ko hamárá Khudáwand Khudá buláwe. 40 Aur wuh bahut aur báton ki gawábián láyá, aur nasíhat kí, ki Apne ko is terhí qaum se bacháo.

41 W So jinhon ne us kí bát khushí se suní, aur qabúl kí, báptismá páyá: aur usí roz tín hazár ádmí ke qarib shamil

búe.

42 Aur Rasólon se tálím páne, aur suhbat rakhne, aur roți torne, aur duá mángne men lage

rahe.

« FöregåendeFortsätt »